เคจाเคเคฐिเคเคคा เคธंเคถोเคงเคจ เค
เคงिเคจिเคฏเคฎ Loksabha mein vidhayak ke Paksh mein 311 tatha vipaksh mein 80 mat Pade Rajyasabha Mein Iske Paksh mein 125 tatha vipaksh Mein 105 mat Pade is Bil dwara Bhartiya nagrikta adhiniyam 19 55 mein sanshodhan kiya Gaya Sath hi donon Sadan dwara ra parit Vidhayak 12 December 2019 ko Rashtrapati ke anumodan hastakshar ke bad Kanoon ban gaya hai is adhiniyam dwara Pakistan Afghanistan aur Bangladesh ki a pratadit kul Dharmik alpsankhyak Hindu Sikh Jain bahut Hi Sahi tatha Parsi nagrikon ko Bharat ki nagrikta pradan ki Jayegi aur aur Bharat mein Pravasi ko ab 11 varsh ke Bajaye 5 varsh Rahane per nagrikta mil Jayegi nagrikta sanshodhan adhiniyam CA 2019 mein arunachalpradesh Nagaland aur Mizoram rajyon ko chhut di gai hai aur nagrikta sanshodhan Bil ke antargat 31 December 2014 Tak Bharat mein Pravesh Karne Wale sharanarthi nagrikta prapt karne ke liye swikar Rahe Honge..๐ด

Avaidh Prabhas ko videshi e act 1946 aur passport act 1920 ke antargat karawas Diya Ja sakta hai yah nirvasit Kiya Ja sakta hai sabse pahle nagrikta adhiniyam 1955 Mein Laya gaya tha Aur sanvidhan Ke bhag 2 tatha anuchchhed 5 se 11 nagrikta se sambandhit hai ab tak nagrikta sanshodhan adhiniyam 1955 Mein 6 bar 1986 1992 2003 2005-2015 tatha 2019 sanshodhan ho chuka hai anuchchhed 368 ke tahat sanvidhan sanshodhan vidheyak Pesh Kiya jata hai Kisi sanshodhan Bil ko pass karne ke liye Sansad ke pratyek Sadan Mein 2 se 3 sadasyon ko voting karna avashyak hai aur aur nagrikta sanshodhan bill 2019 Loksabha Mein pass hone wala 126 va sanshodhan Bil hai tatha nagrikta ki avdharna England Desh se apnaya gaya hai
Bharat ka naya Manchitra๐ต
Jammu Kashmir Ladakh ke alag Kendra shasit Pradesh banne ke bad Bharat Sarkar ne 2 November 2019 ko naya Manchitra Jari Kiya jismein 28 Rajya aur Kendra shasit pradeshon ko darshaya gaya hai aur aur yah Manchitra Bhartiya sarvekshan Vibhag dwara taiyar Kiya gaya hai is nakshe mein pok. Ke Hisse ko bhi Kashmir Kshetra Mein darshaya gaya hai yah Manchitra Bhartiya sarvekshan Vibhag dwara taiyar Kiya gaya hai aur is nakshe mein P ok ke hisse ko bhi Kashmir Kshetra Mein darshaya gaya hai aur aur Ladakh Kendra shasit Pradesh mein Main To Jile Kargil aur Le Shamil Hain jabki ki Jammu Kashmir Kendra shasit Pradesh Mein 22 Jile Shamil kiye gaye hain jismein Pak adhikaran do Jile Meerpur tatha Muzaffarabad Shamil Hai Aur aur varsh 1947 mein Jammu aur Kashmir Main 14 Jile the jinhen varsh 2019 mein 28 Pune gathit Kiya Gaya vartman mein Main Bharat mein main 28 Rajya aur Kendra shasit Pradesh Hain..๐ด

๐ด Dadra aur Nagar Haveli tatha Daman aur Teer ke vilay ke 26 January 2020 se Kendra shasit pradeshon ki sankhya 8 ho Jayegi..๐ด
Ayodhya Vivad sarvoch nyayalaya Ka Faisla๐ด

30 September 2010 ko Allahabad Uchch nyayalay ne Ayodhya mein vivadit 2.7 ekad Jameen ko Sunni board nimadi Akhada han aur aur Ram lala virajman ke bich barabar barabar batane ka Aadesh diya tha Jise sarvoch nyayalaya Mein chunauti Di Gai thi Aur 9 November 2019 ko sarvoch nyayalaya ki Panch sadasya sanvidhan Peeth Ayodhya ki vivadit Bhoomi ke mamle per mahatvpurn Faisla Sunate Hue Puri 2.7 vivadit Jameen per ramlala virajman ka Hak Mana Hai Sath hi Muslim Paksh ko Ayodhya Shahar Mein Hi 5 ekad Jameen Dene Ka Aadesh Diya Hai aur Court ne Kendra Sarkar ko 3 mahine Mein trust gathit karne ka Aadesh diya hai jo Mandir Nirman aur uske prabandhan ki vyavastha dekhega aur Court mein is mamle ke pahle Paksh kar Gopal Singh visharad ko unke nidhan ke tahat Sal bad Puja karne ka Hak pradan Kiya Hai aur court ne Kendra Sarkar ko 3 mahine Mein trust gathit karne ka Aadesh diya hai jo Mandir Nirman Uske prabandhan ki vyavastha dekhega aur aur ullekhniya hai hi ki Panch sadasya sanvidhan Peeth ne 618 Toba 2019 Tak 41 din tak is mamle per Pratidin sunvaee ki thi Aur aur is sanvidhan Peeth Mein tatkalin mukhya nyayadhish Ranjan Gogoi ke sath justice S A bobde vartman mukhya nyayadhish DY Chandra Ashok Bhushan aur Aise najir Shamil the...๐ด๐ด๐ด๐ด๐ด

Rashtriya Nagrik register nrc.... 31 August 2019 ko Asam ke rashtriy Nagrik register nrc ki antim Suchi Jari kar di gai aur aur nrc ke tatkalin Rajya sambandh vyakti Prateek hajela ke anusar nrc ki antim Suchi e Mein Shamil karne ke liye 311021 004 Logon Ko yogya Paya gaya hai hi Jab ki ki 19 lakh se Adhik Logon ke naam antim Suchi Mein Nahin Hai kul 33027601 Logon Ne nrc mein Shamil hone ke liye aavedan kiya tha antim Suchi mein un Logon ke naam Shamil kiye Gaye Hain Jo 25 March 1971 se pahle Assam ke Nagrik hain ya unke purvaj Rajya Mein Rahane Aaye Hain aur Asam Mein avaidh per vasiyon Ki pahchan Kar unhen nirvasit karne ke uddeshy se 19 79 aur 1985 ke Madhya Assam Andolan chala gaya tha Jiska ant Asam samjhota par hastakshar ke sath hua tha aur aur ullekhniya hai ki November 2019 Mein Assam ke lok Seva Adhikari Hitesh Dev Sharma nrc ke naye Rajya samanvayak niyukt kiye gaye hain...
Kartarpur ccorridor..๐ด
550 Prakash varsh ke uplaksh mein banae Gaye Kartarpur Sahib galiyare ki ekikrit checkpost ka Pradhanmantri Narendra Modi Ne 9 November 2019 ko udghatan kar Tirth yatriyon ke pahle Jaate Ho Ravana Kiya aur Kartarpur corridor Bharat ke Punjab prant ke Gurdaspur Mein sthit Dera Baba Nanak se shuru hokar Pakistan ki Punjab prant ke Jila Narowal Mein sthit Kartarpur Ko jodta Hai aur aur gyat hai ki Bharat ke uprashtrapati venkaiah Naidu Ne 26 November 2018 ko bahu Aaya Me Pariyojna Kartarpur corridor ke Aadhar Shila Rakhi thi Aur aur khairiyat hai ki Kartarpur mein Guru Nanak Dev Ji ne apne Jeevan Ke antim 18 varsh Bataye the aur 1539 sui Mein Vahi Sharir Tyag kiya tha..๐ด
๐ด Muslim Mahila adhiniyam 2019..
31 July 2019 ko Muslim Mahila Vivah Adhikar Sanrakshan Vidhayak 2019 ko Rashtrapati Ramnath kovind ki swikriti prapt Hui is vidhayak Ne February 2019 Mein prakhya pit adhyadesh ko Pratishtha pit Kiya Hai aur aur Vidya ke anusar kisi vyakti dwara Patni ko Talak Kahane wale pati ko karavas ki Saja di Jayegi Jis teen varsh Tak Tak ke liye badhaya Ja sakta hai aur jurmana bhi bharna pad sakta hai..๐ด
Adalat Ka Faisla hone Tak Santan Man ke Sanrakshan Mein Rahegi is dauran pati ko Gujara Bhatta Dena hoga Aur gyat Hai hi ki ki tatkal teen Talaq ko Talaq Hind Kaha jata hai...๐ด๐ด