Bhartiya Rail parikshapayogi mahatvapoorna jankari. 🔴🔵
Bhartiya Rail America tatha Chin ke bad Vishwa ka chautha sabse bada Rail Network hai hi Bhartiya Rail ka Mul Mantra Suraksha AVN Samay Palan hai hi aur Bharat mein main sarvpratham rail ki shuruaat 16 April 1853 mein Mumbai se thane 34 kilometre ke bich Lord Dalhousie ke shasan kal mein prarambh hui thi Jiska Naam black beauty tha aur aur Desh Mein Pratham Vidyut train 3 February 1925 ko Mumbai se Kurla ke bich Chalai Gai thi..🔴
IRCTC ka aashay hai hi Indian Railway Catering and Tourism Corporation Desh Mein sabse lambi Duri Tay karne wali railgadi Vivek Express hai jo Dibrugarh se Kanyakumari 4286 kilometre Jaati Hai aur Railway budget Aam budget se a Alag 1925 mein Ekworth Samiti ke Sifarish per hua...🔴🔴
Pratham rail budget ko John matthai Ne pesh Kiya aur aur Bharat ka sabse Lamba railway platform Uttar Pradesh ka Gorakhpur hai aur sabse lambi rail surang Pir Panjal yah Banihal rail surang Jammu Kashmir mein hai Bharat ki Pahli Mono Rail Mumbai mein 1 February 2014 ko prarambh Hui aur Bhartiya Railway mein 69 division Mandal hai hai tatha Bhartiya Railway ko 17 jono me Banta gaya hai...🔴🔴🔴
Railway mein Bharti Hetu 21 Railway Bharti Board hai aur Railway Staff college Baroda mein sthit hai tatha railway mein Aamdani ka Bada jariya Mal Bhada hai Railway Suraksha Bal 8882 ko gathit hua..🔴🔴
Swatantra Bharat ke Pratham rail mantri John Mathai the desh ki Pahli rail mantri Mamata Banerjee aur Bharat Ki Sabse Tej chalne wali rail gadi gatiman Express hai Hai Iski shuruaat 5 April 2016 Jo Delhi se Agra ke bich Chalti Hai...🔴🔴🔵🔴
Desh ka sabse Purana bhap injan Fairy Queen Jiska Nirman 1855 mein hua tha George stephenson railway ka Pitamah kahlate Hain aur aur Vishva ka sabse Lamba rail marg trans Siberian Rus mein hai..🔴🔴🔴🔴🔴
Samjhauta Express Bharat Pakistan tatha maitree Express Bharat Bangladesh ke bich Chalti Hai..🔴🔴
Rail durghatna Ke Karan istifa Dene Wale Bharat ke Pratham rail mantri Lal Bahadur Shastri TThe..🔴🔴🔴🔴
Vishwa Mein Pehli metro rail London Mein 10 January 1863 ko Chali TThi...🔴🔴
Sarvpratham vatanukulit railgadi Mumbai aur Baroda ke bich Mein Shuru ki Gai thi Railway Marg ki ki kul lambai 67300..kilometre hai🔴 Sabse Uncha railway station Paschim Bangal mein Jiska Naam ghum hai..🔴 Bharat mein main sirf mahilaon ke liye ek Matra train Mumbai ke Churchgate se Borivali Tak Chalti Hai🔴 rail Shatabdi Samaroh 1953 Mein Shuru hua🔴 16 April ko rail Divas tatha 10 16 April ko rail Saptah ke roop Mein Manaya jata hai🔴 Bharat ka sabse bada railway Pandit Dindayal Upadhyay hai jo purv madhya railway mein hai🔴 Bhartiya Railway Act 1890 mein parit hua aur Bharat railway ka sabse bada niyuktha Sansthan hai..🔴🔴
No comments:
Post a Comment