Thursday, February 6, 2020

Madhya pradesh me puraskar Avam samman🔴⬛

Madhya Pradesh sarkar dwara Diye Jane Wale Puraskar ke prapt Kartaon Ki naveentam Suchi ⬛





Aruna shanbag Puraskar ghoshit 19 Mai 2015 ko Mahila Panchayat ke avsar per mukhymantri Shivraj Singh Chauhan ne Mahila hinsa ke khilaf Kam Karne Wale Ko Aruna shanbag ke naam per 100000 rupaye Puraskar prativarsh Diye Jaane Ki Ghoshna ki Maloom Ho ki Aruna sambhag ka nidhan 18 Mai 2015 ko Mumbai ke King Edward Memorial Hospital mein ho gaya vah 42 Sal se, coma main thi⬛⬛

Kalidas Samman ghoshit- Rajya shasan dwara Rang karne ke liye varsh 2015 aur 2016 ki a liye Shri Raj visaria varsh 2016 17 ke liye Rang karne ke liye Shri Bansi cal Ko pradan Kiya Gaya🔴🔴

Rashtriya Tansen Samman* Madhya Pradesh shasan dwara pradan Kiya jane wala rashtriy Tansen Samman varsh 2015 aur 2016 ke liye Pandit Lakshman Pandit varsh 2016 aur 2017 ka Pandit Dal Chandra Sharma ko pradan kiya Gaya🔵
Bhopal ki Indira Dangi Ko Mila kalamkar Puraskar 20 December 2014 ko Bhopal ki Indira Dangi ko Nai Delhi mein Akhil Bhartiya kalamkar Kahani Pratiyogita ka Pratham Puraskar Diya Gaya varishth lekhika car Chitra Mudgal ki adhyakshata mein Hue Samaroh Mein Pratiyogita ka dwitiya Puraskar Lucknow ki Rajni Gupta aur Jammu Kashmir ki lekhika Yogita Koi Yadav Ko Diya gaya hhai🔴
Madhya Pradesh ko Krishi Karman award Madhya Pradesh ko ke utpadan mein utkrusht Karya ke liye varsh 2014 aur 2015 ka Krishi Karman award Diya Gaya yah lagatar chautha varsh Hai Jab Pradesh ko Krishi Karman award prapt hua isase pahle Pradesh ko varsh 2011 aur 2012 tatha 2012-2013 aur 2013 2014 mein Krishi Karman award Diya Ja chuka hai Krishi Karman award ke tahat vartman mein 5 karod rupaye ki Rashi pradan ki Jaati Hai⬛
Pradesh Ke pratishthit Logon Ko padam Shri Samman Bharat ke pratishthit padam alankaran 2015 ke prapt karta hoon Ke Naam Ki Ghoshna Ganatantra Divas ki purv Sandhya per ki Gai inmein Ek Naam Madhya Pradesh ke Gokul Utsav Maharaj ka Bhi Tha unhen Kala Kshetra Mein padmshri Diya Gaya Sathe Shri Gyan Chaturvedi ke unke Sahitya AVN Shiksha ke yogdan ke liye Shrimati Janak palta  ko Samaj  ke liye padam alankaran Se sammanit Kiya Gaya🔴
Nirala Smriti Samman pahla Nirala Sahitya Sansthan dwara is varsh ka Nirala Smriti Samman Bhopal ke Hindi ke prasiddh kavi Rajesh Joshi Ko pradan Kiya Gaya unhen yah Puraskar 4 February 2014 ko Allahabad sthit Nirala Smriti Sansthan ki ek karykram ke dauran Diya Gaya Samman Swaroop Joshi ko 21000 rupaye pradan kiye Gaye⬛⬛
Bhavbhuti tatha vageeswari alankaran 2013 Madhya Pradesh Hindi sahitya Sammelan ka pratishthit bhavbhuti alankaran 2013 Ujjain ke Prakhyat Sahitya Samaj vaigyanik AVN Shiksha with doctor Prabhat Bhattacharya Ko Diya Gaya iske sath hi is karykram Mein prasiddh vagisvari push Puraskar ki Ghoshna ki gai Jo is Prakar hai
Kavita Vidha mein doctor Pragya Rawat Bhopal  Pradeep Jinvani Jahan Bhi Ho Jara Si Sambhavna aur geet Vidha mein doctor Vinod Nigam Hoshangabad aur Kahani Vidha me Padma Sharma Shivpuri aur upanyas Vidha Mein Sunil Chaturvedi aur aur nibandh tatha lochana vitamin Nirmala bhuradia Indore🔵

Nanaji Deshmukh Rashtriya Samman Rajya shasan dwara sthapit pahla Nanaji Deshmukh rashtriy Samman 2013 Charitable Trust Pune ko diya Gaya yah pahli bar hi Diya Gaya Iske tahat 2 lakh ki Nagad Rashi pradan kigai⬛
Mukhymantri Nari Samman Puraskar Madhya Pradesh sarkar dwara mahilaon ke viruddh ya Char Aur hinsa Ke mamle ko rokane Walon Ko mukhymantri Nari Samman Puraskar Diya Jaega Iske tahat Rajya star per ek lakh rupaye aur Jila star per 50,000 ki Rashi pradan ki  Jayegi⬛.
Rashtriy Iqbal Samman varsh 2008 aur 2009 ka rashtriy Iqbal Samman Shri Gopichand Narang Ko Diya Gaya ismein Samman Nidhi ke roop Mein Do lakh rupaye Diye Jaate Hain⬛
Krishi Karman Puraskar 2011 aur 2012 Krishi Vikas ke Kshetra Mein sarvshreshth Pradarshan ke liye Madhya Pradesh ko Krishi Karman Puraskar 2011-2012 Diya Gaya Puraskar ke tahat Rashtrapati Pranab Mukherjee Ne 2 karod rupaye ki Rashi pradan ki🔴🔴
Tulsi Samman varsh 2008 2009 ko rashtriy Tulsi Samman Shri rangaswami vedar Ko Diya Gaya Samman Ke antargat Do lakh rupaye Diye Jaate Hain🔴


Kabir Samman varsh 2008 aur 2009 ko rashtriy Tulsi Samman se Rangaswamy vedar Ko Diya Gaya Samman Ke antargat Do lakh rupaye Diye Jaate Hain🔴
Kumar Gandharva Samman varsh 2009 2010 ka rashtriy Gandharv Samman doctor kamlashankar ko diya Gaya is Samman ke antargat ek lakh rupaye Samman Nidhi ke roop Mein pradan kiye Jaate Hain🔴🔴


Lata Mangeshkar Samman Sugam sangeet ke Kshetra Mein utkrusht Pradarshan Karne Wale kalakar Ko Diya Jaane wala rashtriy Lata Mangeshkar Samman varsh 2011-2012 ka 500 gayak Shri Hariharan Ko Diya Gaya Samman Nidhi ke roop Mein Do lakh rupaye Diye Jaate Hain🔴
Maithili Sharan Gupt Samman varsh 2008 2009 ka rashtriy Maithili Sharan Gupt Samman Shri Ramesh Chandra Shah Ko Diya Gaya is Samman ke tahat 2 lakh rupaye Diye Jaate Hai🔴


Sharad Joshi Samman varsh 2008 2009 ka Mahatma Gandhi rashtriy Samman dudhatoli Lok Vikas Sanstha Ko Diya Gaya ismein Samman Nidhi ke roop mein 10 lakh rupaye Diye Jaate Hain🔴
Mahatma Gandhi rashtriy Samman varsh 2008 2009 ka Mahatma Gandhi rashtriy Samman dudhatoli Lok Vikas Sanstha Ko Diya Gaya ismein Samman Nidhi ke roop Mein 10 lakh rupaye Diye Jaate Hain⬛


Rashtriya Devi Ahilya Samman varsh 2008 2009 ko Rashtriya Devi Ahilya Samman Sushri Gulabo Ko Diya Gaya Samman Nidhi ke roop Mein Do lakh rupaye Diye Jaate Hain🔴

No comments:

Post a Comment