Showing posts with label mp gk. Show all posts
Showing posts with label mp gk. Show all posts

Saturday, February 15, 2020

Madhya pradesh me siksha ke Aayaam

Madhya Pradesh Arthik sarve report 2016 aur 2017 ke anusar varsh 2015 aur 2016 ki sthiti anusar Pradesh mein lagbhag 83801 shasakiy Prathmik tatha 30341 shasakiy Madhyamik salaayen Hain aur report ke anusar varsh 2016 aur 2017 ki sthiti mein 7797 Highschool AVN 8824 Higher Secondary School sanchalit hai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด


Varsh 2015 August 2016 main kaksha 1 se 5 Tak ke Chhatra tatha chhatron ki sala Tyagi Dar kramsa 6 pratishat Rahi tatha kaksha 6 se 8 yah Dar 8 pratishat AVN 11 pratishat Rahi aur varsh 2016 Mein Pradesh Mein 457 shaskiya Mahavidyalaya sanchalit tatha varsh 2015 aur 2016 Mein 20 Navin Mahavidyalay prarambh Mein kiye Gaye aur varsh 2016 2017 Mein Pradesh Mein kul 641 takniki Shikshan Sansthan sanchalit hai Jin Mein Pravesh kshamta ki sankhya 13 65 17 hai aur vyakti ke Vikas mein Shiksha ka mahatva purn Sthan hai aur ISI ke sath sath Madhya Pradesh Mein Shiksha ko badhava dene ke liye Anek Prayas Kiye Ja Rahe Hain nishulk Shiksha Ka Adhikar adhiniyam 2009 Pradesh Mein 1 April 2010 se Prabhav seel hai varsh 2011 ki janganana ke anusar Pradesh ki Saksharta Dar 69 percent rahi hai.๐Ÿ”ด
Madhya Pradesh mein sarvadhik Saksharta Jabalpur Jile Ki Hai aur Pradesh ke Ali Rajpur Jile ki Saksharta sabse kam 36 percent hai aur ISI ke sath sath Madhya Pradesh ka Indore Jila Purush Saksharta Mein Pratham Sthan per jabki sabse kam Purush alirajpur Jile mein aur aur Mahila Saksharta Mein Pratham Bhopl 74% jabki ki sabse kam Mahila Saksharta wala Jila alirajpur tees percent hai.๐Ÿ”ด
Madhya Pradesh Mein Uchch Shiksha Kshetra mein Madhya Pradesh Vishwavidyalaya adhiniyam 1973 parit Kiya Gaya aur aur Asia ka Pratham Physical College Lakshmibai Physical College Gwalior mein sthapit hai Madhya Pradesh ka ekmatra dant Chikitsalaya Mahavidyalay Indore mein hai aur ISI ke sath sath ekmatra shasakiy nursing Mahavidyalay Indore mein Madhya Pradesh ka ekmatra Unani chikitsa Mahavidyalaya Burhanpur mein hai aur aur Madhya Pradesh ka ek Matra cancer chikitsa Mahavidyalay Indore mein.๐Ÿ”ด
Madhya Pradesh rashtriy Vidhi Sansthan Bhopal mein Main Aur forensic police Mahavidyalay Sagar Mein Madhya Pradesh ka ekmatra udyaniki Mahavidyalaya Mandsaur mein aur Sagar Vishwavidyalay ke antargat sarvadhik Mahavidyalay Aate Hain tatha Madhya Pradesh ka patrakarita Makhanlal Chaturvedi Rashtriya patrakarita ke naam se Bhopal mein sthapit hai Madhya Pradesh ki Jabalpur Mahu AVN Rewa Mein Pashu chikitsa Mahavidyalay sthapit hai aur vartman mein Pradesh Mein Medical college hai tatha Sabse navintam medical college Sagar ka hai aur sabse purana Medical College Gajra Raje chikitsa Mahavidyalaya Gwalior 1946 hai

Madhya Pradesh ka Samaj Karya Mahavidyalaya Indore mein aur Pradesh Mein saaf saaf ki Ayurvedic Mahavidyalay Bhopal Indore Gwalior Jabalpur Rewa Ujjain Burhanpur mein tatha Madhya Pradesh ka Krishi abhiyantriki Mahavidyalaya Jabalpur mein aur Madhya Pradesh Uchch Shiksha anudan Aayog college ka gathan 27 July 1973 Ko Kiya Gaya iska Mukhyalay Bhopal mein main Madhya Pradesh pathya Pustak Nigam ki sthapna San 1968 Mein Hui aur Madhya Pradesh Mein Niji Kshetra Mein pahla patrakarita Mahavidyalaya Indore mein sthapit kiya Gaya tatha Madhya Pradesh ka pahla awasiy khel Mahavidyalay Sehore hai aur ISI ke sath sath Pradesh ke Rewa Mein Sainik School sthapit hai Desh Ka Pratham adhyayan Kendra 5 September 1987 ko Bhopal mein sthapit kiya Gaya aur Pradesh ka sabse purana shasakiy engineering Mahavidyalay Jabalpur ka hai tatha Jawaharlal Police Academy Sagar mein hai aur Rajiv Gandhi proudyogiki Vishwavidyalaya Bhopal mein hai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด
๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

Monday, February 10, 2020

๐Ÿ”ดMadhya pradesh ke pramukh Anusandhan kendra Avam prashikshan kendra

๐Ÿ”ด Rashtriya Kamdhenu breeding centre Kiratpur Itarsi mein hai๐Ÿ”ต

National technical Research Organisation Bhopal mein hai
Dalhan Anusandhan Kendra Amla Sehore mein hai
Ganna Anusandhan Kendra bohani Narsinghpur mein aur plastic Park ok gram tamot Raisen me hai..๐Ÿ”ด
Krishi ka antrashtriy Research Centre Indore mein hai, Jalvayu Parivartan Gyan prabandhan Kendra prastavit Bhopal mein.
Pahla nursing PHD Shodh Kendra prastavit Indore mein๐Ÿ”ต


Indian Institute of Information Technology and Management Bhopal mein hai aur aur Sanjay Gandhi  Yuva netrutva Avam Gramin Vikas Prashikshan Sansthan Pachmarhi mein hai ๐Ÿ”ต
Doctor Ambedkar Rashtriya Samajik Vigyan Sansthan Mahu Indore mein hai aur National Institute of Design Gwalior mein  aur aur readymade garment AVN fashion design cluster Jabalpur mein hai..๐Ÿ”ด
Yatayat Prashikshan Sansthan Bhopal mein hai aur aur Apradh Anusandhan Prashikshan Sansthan Sagar mein hai tatha Swan Prashikshan Kendra bhadbhada Bhopal mein hai๐Ÿ”ต


Forensic science laboratory Sagar mein hai๐Ÿ”ตArm and practice Centre Indore mein๐Ÿ”ด BHU rajasv Avam bandobast Prashikshan Sansthan Gwalior mein hai๐Ÿ”ต๐Ÿ”ด Mahila AVN Bal Vikas Prashikshan Sansthan Baitul mein๐Ÿ”ต aur aur aapda prabandhan Sansthan Desh Ka pahla Sansthan Bhopal mein sthit hai๐Ÿ”ด
Driving training centre sali meta Linga Gaon Chhindwara mein hai๐Ÿ”ด footwear design aur Vikas Sansthan Haripur Guna mein hai๐Ÿ”ด Bharat ratn bheemrav Ambedkar doorsanchar Prashikshan Sansthan Jabalpur mein sthit hai๐Ÿ”ด


Bhartiya Suchna prodyogiki aur prabandhan Sansthan Gwalior mein sthit hai๐Ÿ”ด Madhya Pradesh BHU rajasv Avam bandobast Prashikshan Sansthan Gwalior mein hai๐Ÿ”ด Madhya Pradesh gehu Anusandhan Kendra jabalpur me hai๐Ÿ”ด Madhya Pradesh dhaan Anusandhan Kendra Badwani mein hai๐Ÿ”ด Tulsi Shodh Sansthan Kendra chitrkut mein hai๐Ÿ”ด
Centre for Research and industrial staff performance Bhopal mein hhai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ต
Madhya Pradesh Sundaram Honda Prashasnik Academy Bhopal mein sthit hhai๐Ÿ”ด Bharat ratn bheemrav Ambedkar doorsanchar Prashikshan Sansthan Bhopal mein sthit hai๐Ÿ”ต
Upp Police adhikshak DSP training Hetu Rashtriya Prashikshan Sansthan Bhopal mein sthapit kiya gaya hai๐Ÿ”ด Indian Institute of Science education and research Sansthan Bhopal mein sthapit kiya gaya hai๐Ÿ”ต


Divyang Park Hoshangabad mein hai๐Ÿ”ต stone Park Gwalior main hai๐Ÿ”ด Diamond Park Indore mein hai๐Ÿ”ด data centre Indore mein๐Ÿ”ต Mahila Park Indore mein๐Ÿ”ด Jay Ho praudyogiki Depalpur Indore mein๐Ÿ”ด

Friday, February 7, 2020

⬛Madhya pradesh me paryatan Avam puratatv



⬛⬛⬛⬛   Madhya Pradesh Mein Paryatan Avam  puratatv

๐Ÿ”ต madhyapradesh ki prachintam gufayen bhimbetaka Ke Hain Jo purapasaan Sanskriti ka udaharan hai








Bhimbetka Raisen mein hai Wakad karne inka utkhanan karaya Bheem Vatika ki gufayen Bharat mein sabse Prachin Sanskriti ka pratinidhitva karti hai aur aur yah sale chitrit gufayen Hain yah Hoshangabad Kshetra mein hai ab Ham baat karenge udaygiri ki gufayen ki ki to yah Vidisha Jile Mein kul 20 gufayen hai Chauthi paanchvi Shatabdi ki hai Gufa number Van aur 20 Jain Dharm se sambandhit hai Gufa number 5 Varah Avatar se sambandhit hai⬛
Bharat Hari ki gufayen Ujjain-- yah Ujjain mein Yahan kul 9 gufaen  hai..
Parmar Vansh ke shasak Kaun dwara 11 vi Shatabdi Mein Bharat Hari ke Samman mein Kalia De Ke Paar  ka Nirman karaya Gaya.


Bagh ki gufgufayen_ Dhaar ke pass begini Nadi ke kinare Namak Sthan per hai ll
Inki tulna Ajanta ki gufaon se ki Jaati Hai Aur Nirman Gupt kal Mein Chauthi paanchvi Satabdi hai tatha yah Gufa  number do to main PPanch boddho ki murti hai...


Kabre gufayen Madhya Pradesh ke Raigarh Jile mein sthit hai kabara gufaon ka Nirman kal paanchvi Satati Mana gaya hai Kabra gufaon ki sankhya 11 hai hi ine gufaon mein Main Aankhe ke Chitron ko mukhya Roop mein ukera gaya hai..
Chitrkar Rewa aakritiyon ke liye Peele rangon ka istemal Kiya gaya hai ll
Biloba gufayen Madhya Pradesh ke Gwalior Jile mein avasthit hai in gufaon ka Nirman kal 11 12 Vin Shatabdi hai Bhilwada ki gufaon mein Selkrat sev Pratima hai ll 
Nagendranath Gufaen.... varsh 2009 Mein Madhya Pradesh ki puratatv Vibhag ke Raisen Jile ke patni gaon ki Nikat Nagendra Nath Gufa Ki Khoj Ki Hai Isko gufa ki lambai 1 Kilo metre hai jo Pradesh ki bhimbetaka  ki gufaon se saamyata rakhti hai ll.
Madhya Pradesh Mein aitihasik Durg Gwalior Durg Nirman Suraj Sen dwara 525 Mein karaya purv ka Gibraltar tatha Kilo Ka ratn Kahate Hain ll
Panch darvaje Hain jismein Alamgir ka darvaja hindola Darwaja Gujari Mahal darvaja Chaturbhuj darvaja Hathi for darvaja Shamil Hai Ab Ham baat karenge imaraton ki to ismein Badal Mahal Gujari Mahal SAS Bahu Ka Mandir Chaturbhuj Mandir man mandir Delhi ka mandir Sabse Uncha Hai tatha Dravid Shaili Mein banaa hai Uttar Bharat ke sabhi Nagar Shaili mein Ab Ham baat karenge Dhaar ka kila iska Nirman Mohammed Bin Tuglak dwara 1344 Mein karaya Gaya Dakshin Vijay ke dauran๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต
Mahal kharbuja Mahal Devi Kalka ka mandir Abdullah Shah changale ka  Maqbara ll aashir Gad ka kila Burhanpur Dakshin ka Pravesh Dwar Kahate Hain Nirman ahir  Namak Ek Raja ne karaya tha. ll⬛
Pramukh Samadhi  va makbare.. Tansen ki Samadhi Gwalior aur Mohammad Gaus Ka Maqbara Gwalior Lakshmi Bai ki Samadhi Gwalior Rani Durgavati ki Samadhi Jabalpur Nawab Siddiqui Hasan Kha ka makbra Bhopal ll hoshang Shah Ka Maqbara Mandu Maharani sankhya Raje Sindhiya ki Samadhi Shivpuri Mein sankhya Sagar ke nikat Baiju Bawra ki Samadhi Chanderi Abdullah Shah jungle ka makbra Dhar peshva Bajirao ki Samadhi Khargon Badaun ka makbra sanvra Kshetra Shivpuri Girdhari Bai ki Samadhi Rani Avanti Bai ki Sahayak Mandal jhalkari Bai ki Samadhi Rani Lakshmibai ki Sahayak Gwalior gana Baba ki Samadhi sodalpur Harda Mumtaz Mahal ki Qabar Burhanpur Daulat Khan Lodhi Ka Maqbara Burhanpur Mahmud Khilji ki kabr Mandu..ll๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด


Madhya Pradesh ke Pramukh darshniya Sthal Ek Najar mmein
๐Ÿ”ต Van Vihar Bharat Bhavan Manav Sangrahalaya Aadi Bhopal mein Main Aur aur Kaliya De Ujjain mein Main Bharat Hari Ki gufayen Hain tatha Khandwa mein Omkareshwar Mandir Dadaji Darbar hai aur Anuppur Mein Amarkantak Narmada ka udgam Sthal hai ab Ham baat karenge Ujjain to Yahan per Mahakaleshwar Mandir aur Jantar Mantar hai Bawan Gaja Badwani yah jain tirth Sthal hai aur Bhagwan Adinath ki Vishal Murti bhi Yahin per hai aur chitrkut pauranik Sthal ke naam se Jana jata hai Khajuraho Mein Shilp Kala yukt Mandir hai aur Maihar Mein Mata Sharda Ka Mandir hai Bhedaghat Jabalpur mein aur Yahan per prakrutik Drishya AVN vikhyat sangmarmar ki Chattan hai Orchha Mein Kila Ram Mandir aur Mandala Mein Kanha National Park hai Omkareshwar Jyotirling Mandir Mandhata Mandir virajman hai⬛


Puratatvik sthal Qatar mein Kali Sindh Nadi ke kinare kayasthan Tamra Pashan Yug sabhyata ke prashn Praman Prapti ka mukhya sthal yah Sindhu sabhyata ka Bhag hai aur Azamgarh yahan se parson kalin sabhyata ki sabse prachintam sakshya prapt Hue ab Ham baat karenge Nagda ki ki tu ya Ujjain ke nikat Chambal nadi ke kinare bus is Sthal se Tamra Pashan Yug in sabhyata ke Praman prapt hue hain ab Ham baat karenge navdatoli yah Khargon ke a Maheshwar Mein navdatoli Sthan se Tamra Pashan kalin sabhyata ke avshesh prapt hue hain AVN Sagar Jile ke Pairon se Tamra Pashan kalin sabhyata ke sath hi Bharat mein sati pratha ke saachya bhi prapt hue hain..ll
Khajuraho  Jatt Kara Yahan Bhartiya puratatv dwara sarvekshan ke dauran ki Gayi Khudai Mein Vishal Mandir prapt hone ke Praman mile hain aur aur Nind aur Gaon Sehore Yahan ki gai kudi Mein guptkalin Vastu Kala AVN Nagar vyavastha ke avshesh prapt ho hue hain ab Ham baat karenge Tadoll ujjain ki Yahin ki Gayi Khudai main lagbhag do hazar varsh Purana Mandir prapt Hua Hai aur Khedi Nama Hoshangabad Yahan Ki Khudai Mein 7000 varsh Prachin sabhyata ke avshesh prapt hue hain aur Bhimbetka Raisen Pandav ka leen gufaen  prapt Hui hai..ll๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š


Thursday, February 6, 2020

Madhya pradesh me puraskar Avam samman๐Ÿ”ด⬛

Madhya Pradesh sarkar dwara Diye Jane Wale Puraskar ke prapt Kartaon Ki naveentam Suchi ⬛





Aruna shanbag Puraskar ghoshit 19 Mai 2015 ko Mahila Panchayat ke avsar per mukhymantri Shivraj Singh Chauhan ne Mahila hinsa ke khilaf Kam Karne Wale Ko Aruna shanbag ke naam per 100000 rupaye Puraskar prativarsh Diye Jaane Ki Ghoshna ki Maloom Ho ki Aruna sambhag ka nidhan 18 Mai 2015 ko Mumbai ke King Edward Memorial Hospital mein ho gaya vah 42 Sal se, coma main thi⬛⬛

Kalidas Samman ghoshit- Rajya shasan dwara Rang karne ke liye varsh 2015 aur 2016 ki a liye Shri Raj visaria varsh 2016 17 ke liye Rang karne ke liye Shri Bansi cal Ko pradan Kiya Gaya๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

Rashtriya Tansen Samman* Madhya Pradesh shasan dwara pradan Kiya jane wala rashtriy Tansen Samman varsh 2015 aur 2016 ke liye Pandit Lakshman Pandit varsh 2016 aur 2017 ka Pandit Dal Chandra Sharma ko pradan kiya Gaya๐Ÿ”ต
Bhopal ki Indira Dangi Ko Mila kalamkar Puraskar 20 December 2014 ko Bhopal ki Indira Dangi ko Nai Delhi mein Akhil Bhartiya kalamkar Kahani Pratiyogita ka Pratham Puraskar Diya Gaya varishth lekhika car Chitra Mudgal ki adhyakshata mein Hue Samaroh Mein Pratiyogita ka dwitiya Puraskar Lucknow ki Rajni Gupta aur Jammu Kashmir ki lekhika Yogita Koi Yadav Ko Diya gaya hhai๐Ÿ”ด
Madhya Pradesh ko Krishi Karman award Madhya Pradesh ko ke utpadan mein utkrusht Karya ke liye varsh 2014 aur 2015 ka Krishi Karman award Diya Gaya yah lagatar chautha varsh Hai Jab Pradesh ko Krishi Karman award prapt hua isase pahle Pradesh ko varsh 2011 aur 2012 tatha 2012-2013 aur 2013 2014 mein Krishi Karman award Diya Ja chuka hai Krishi Karman award ke tahat vartman mein 5 karod rupaye ki Rashi pradan ki Jaati Hai⬛
Pradesh Ke pratishthit Logon Ko padam Shri Samman Bharat ke pratishthit padam alankaran 2015 ke prapt karta hoon Ke Naam Ki Ghoshna Ganatantra Divas ki purv Sandhya per ki Gai inmein Ek Naam Madhya Pradesh ke Gokul Utsav Maharaj ka Bhi Tha unhen Kala Kshetra Mein padmshri Diya Gaya Sathe Shri Gyan Chaturvedi ke unke Sahitya AVN Shiksha ke yogdan ke liye Shrimati Janak palta  ko Samaj  ke liye padam alankaran Se sammanit Kiya Gaya๐Ÿ”ด
Nirala Smriti Samman pahla Nirala Sahitya Sansthan dwara is varsh ka Nirala Smriti Samman Bhopal ke Hindi ke prasiddh kavi Rajesh Joshi Ko pradan Kiya Gaya unhen yah Puraskar 4 February 2014 ko Allahabad sthit Nirala Smriti Sansthan ki ek karykram ke dauran Diya Gaya Samman Swaroop Joshi ko 21000 rupaye pradan kiye Gaye⬛⬛
Bhavbhuti tatha vageeswari alankaran 2013 Madhya Pradesh Hindi sahitya Sammelan ka pratishthit bhavbhuti alankaran 2013 Ujjain ke Prakhyat Sahitya Samaj vaigyanik AVN Shiksha with doctor Prabhat Bhattacharya Ko Diya Gaya iske sath hi is karykram Mein prasiddh vagisvari push Puraskar ki Ghoshna ki gai Jo is Prakar hai
Kavita Vidha mein doctor Pragya Rawat Bhopal  Pradeep Jinvani Jahan Bhi Ho Jara Si Sambhavna aur geet Vidha mein doctor Vinod Nigam Hoshangabad aur Kahani Vidha me Padma Sharma Shivpuri aur upanyas Vidha Mein Sunil Chaturvedi aur aur nibandh tatha lochana vitamin Nirmala bhuradia Indore๐Ÿ”ต

Nanaji Deshmukh Rashtriya Samman Rajya shasan dwara sthapit pahla Nanaji Deshmukh rashtriy Samman 2013 Charitable Trust Pune ko diya Gaya yah pahli bar hi Diya Gaya Iske tahat 2 lakh ki Nagad Rashi pradan kigai⬛
Mukhymantri Nari Samman Puraskar Madhya Pradesh sarkar dwara mahilaon ke viruddh ya Char Aur hinsa Ke mamle ko rokane Walon Ko mukhymantri Nari Samman Puraskar Diya Jaega Iske tahat Rajya star per ek lakh rupaye aur Jila star per 50,000 ki Rashi pradan ki  Jayegi⬛.
Rashtriy Iqbal Samman varsh 2008 aur 2009 ka rashtriy Iqbal Samman Shri Gopichand Narang Ko Diya Gaya ismein Samman Nidhi ke roop Mein Do lakh rupaye Diye Jaate Hain⬛
Krishi Karman Puraskar 2011 aur 2012 Krishi Vikas ke Kshetra Mein sarvshreshth Pradarshan ke liye Madhya Pradesh ko Krishi Karman Puraskar 2011-2012 Diya Gaya Puraskar ke tahat Rashtrapati Pranab Mukherjee Ne 2 karod rupaye ki Rashi pradan ki๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด
Tulsi Samman varsh 2008 2009 ko rashtriy Tulsi Samman Shri rangaswami vedar Ko Diya Gaya Samman Ke antargat Do lakh rupaye Diye Jaate Hain๐Ÿ”ด


Kabir Samman varsh 2008 aur 2009 ko rashtriy Tulsi Samman se Rangaswamy vedar Ko Diya Gaya Samman Ke antargat Do lakh rupaye Diye Jaate Hain๐Ÿ”ด
Kumar Gandharva Samman varsh 2009 2010 ka rashtriy Gandharv Samman doctor kamlashankar ko diya Gaya is Samman ke antargat ek lakh rupaye Samman Nidhi ke roop Mein pradan kiye Jaate Hain๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด


Lata Mangeshkar Samman Sugam sangeet ke Kshetra Mein utkrusht Pradarshan Karne Wale kalakar Ko Diya Jaane wala rashtriy Lata Mangeshkar Samman varsh 2011-2012 ka 500 gayak Shri Hariharan Ko Diya Gaya Samman Nidhi ke roop Mein Do lakh rupaye Diye Jaate Hain๐Ÿ”ด
Maithili Sharan Gupt Samman varsh 2008 2009 ka rashtriy Maithili Sharan Gupt Samman Shri Ramesh Chandra Shah Ko Diya Gaya is Samman ke tahat 2 lakh rupaye Diye Jaate Hai๐Ÿ”ด


Sharad Joshi Samman varsh 2008 2009 ka Mahatma Gandhi rashtriy Samman dudhatoli Lok Vikas Sanstha Ko Diya Gaya ismein Samman Nidhi ke roop mein 10 lakh rupaye Diye Jaate Hain๐Ÿ”ด
Mahatma Gandhi rashtriy Samman varsh 2008 2009 ka Mahatma Gandhi rashtriy Samman dudhatoli Lok Vikas Sanstha Ko Diya Gaya ismein Samman Nidhi ke roop Mein 10 lakh rupaye Diye Jaate Hain⬛


Rashtriya Devi Ahilya Samman varsh 2008 2009 ko Rashtriya Devi Ahilya Samman Sushri Gulabo Ko Diya Gaya Samman Nidhi ke roop Mein Do lakh rupaye Diye Jaate Hain๐Ÿ”ด

Madhya pradesh me Utsav Avam Samaroh๐Ÿ”ด

Madhya Pradesh samaroh yah Samaroh Delhi mein aayojit kiya jata hai ismein Madhya Pradesh ke sanskritik Virasat ki ki jhalkiyan prastut ki Jaati Hain tatha gayan Nritya AVN Vadan Chitra pradarshani aadi ka aayojan bhi hota hai yah Samaroh Hai Ek Saptah Tak chalta hai๐Ÿ”ด



Kalidas samaroh yah Samaroh Ujjain Mein Kalidas ki Smriti Mein Kalidas Academy dwara aayojit Kiya Jata Hai ismein paramparagat Rang Manchan parisamvad Vad Vivad natak Pradarshan AVN Chitra pradarshani Aarti ka aayojan hota hai yah Samaroh Ek Saptah Tak chalta Hai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

Khajuraho Nritya samaroh yah Samaroh Khajuraho mein aayojit kiya jata hai ya aur 976 mein prarambh hua hai iska aayojan Prati varsh hota hai ismein Bhartiya Shastriya Nritya ki Sabhi Shaili Mein pratishthit kalakar Shamil Hote Hain yah Madhya Pradesh ka hi nahin balki Bharat ka sabse bada Nritya Samaroh hai ๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด


Tansen samaroh yah Samaroh Gwalior mein Tansen ki Yad mein aayojit kiya jata hai yah Shastriya Sangeet Ka Ek pratishthit Samaroh Hai ismein Desh Ke shirsh Sangeeta gayak AVN vadak Bhag Lete Hain๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

Ustad Alauddin Khan sangeet samaroh yah Samaroh Maihar mein aayojit kiya jata hai Ya Baba Alauddin Khan ki Yad mein aayojit kiya jata hai ismein Shastriya sangeet ki vividhta purn prastuti hoti hai iska mukhya aakarshan Alauddin Khan dwara sthapit Maihar band hai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

Dhrupad samaroh yah Samaroh Bhopal mein aayojit kiya Jata Hai yah sangeet ki Tirupati vidhayak ko badhava dene ke liye Guru Shishya Parampara ke Aadhar per aayojit Kiya jata hai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

⬛ Malwa Utsav yah Samaroh Madhya Pradesh shasan ke a Sanskrit Vibhag dwara 1991 Mein prativarsh Indore Ujjain AVN Mandu mein aayojit kiya jata hai ismein Malvi Shaili ke Nritya prastut kiye Jaate Hain tatha hastshilp  Ke Mele aayojit Hote Hain๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต

⬛ Balkrishna Sharma Naveen samaroh yah Samaroh Jabalpur mein aayojit kiya Jata Hai ismein vibhinn Prakar ke sanskritik karykram Hote Hain๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

⬛ Kala samaroh yah Samaroh Madhya Pradesh Mein lagbhag Do dashak Se prativarsh aayojit Kiya Jata Hai ismein Shastriya Sangeet Shastriya Sangeet Shastriya Nritya chitrkla AVN Kavya paath karykram Hote Hain๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

⬛ Orchha Utsav yah Samaroh Tikamgarh mein aayojit kiya Jata Hai ismein Bundelkhand ke kalakaron ka amrutya gayan AVN Vadan aayojit Kiya jata hai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

⬛ Subhadra Kumari Chauhan yah Samaroh Jabalpur Mein kavitri Subhadra Kumari Chauhan ki Yad mein aayojit kiya Jata Hai ismein Desh Ke Prakhyat sahityakar AVN Kala visheshagya Bhag Lete Hain๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต


⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛
Madhya Pradesh ki sanskritik Samaroh Hai Ek Najar mein⬛

Kalidas Samaroh Ujjain Mein Manaya jata hai aur Khajuraho Nritya samaroh Khajuraho Mein Manaya jata hai tatha Tansen Samaroh Gwalior mein Manaya jata hai Malwa Utsav Indore Ujjain Mandu Mein Manaya jata hai Ustad Alauddin Khan Maihar Mein Manaya jata hai sangeet samaroh Maihar ke sath sath vibhinn shahron mein bhi Manaya jata hai ab Ham baat karenge Orchha Utsav yah Tikamgarh Mein Manaya jata hai aur aur Padmakar Samaroh Sagar Mein Manaya jata hai aur Subhadra Kumari Chauhan samaroh Jabalpur Mein Manaya jata hai Makhanlal Chaturvedi samaroh Khandwa Mein Manaya jata hai nimadi Utsav Khandwa Khargon Mein Manaya jata hai tepa samaroh Ujjain Mein Manaya Jata Hai lokrang Samaroh Bhopal mein Manaya jata hai⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛

Tuesday, February 4, 2020

๐Ÿ”ดMadhya pradesh me parivahan avam sanchaar๐Ÿ”ด

Madhya Pradesh sarkar dwara mahilaon Ke Kalyan Ki Disha Mein nishulk driving licence banane ki Yojana 28 December 2015 Se prarambh Ki gai hai



Chalak parichalak ke Kalyan Hetu Chalak parichalak Kalyan board 2015 ka gathan Kiya gaya hai

Gramin Janata ke Parivar ki Suvidha ko Dhyan Mein rakhte Hue mukhymantri Gramin Parivahan Seva ka shubharambh Kiya gaya hai

Indore Bhopal Ujjain chhindwada AVN Jabalpur Mein nonstop Seva prarambh ki gai hai

Bus stand ok onion ke liye Madhya Pradesh Intercity Transport authority ka gathan Kiya gaya hai

Ranchi ke Parivahan kshetra ka varsh 2014 AVN 15 AVN 2015 aur 2016 Mein Sakal gharelu utpad Mein prachalit Bhav per gram sabha teen pratishat Ansh ki bhagidari rahi hai

Rajya ke Parivahan Kshetra me poorna Roop se Dhyan Rakha gaya hai

Madhya Pradesh mein Pradhanmantri gram Sadak Yojana antargat December 2016 Tak 63000 kilometre Lambe Marg ka Nirman Kiya Ja chuka hai

Pradesh mein varsh 2016 aur 2017 Mein MHA January 2017 Tak Lok Nirman Vibhag dwara sandharit kul sadkon ki lambai 63000 kilometre rahi hai

Madhya Pradesh Mein Parivahan ke Pramukh 3 saadhan hai

Sadak marg

Rail marg

Vayu marg

Pradesh Mein vyavsay carbono ki sankhya samgra bahanon ka Panch percent hai

Pradesh Mein badhate walon ki sankhya ko Dekhte Hue Parivahan Niti 2010 ka kriyanvayan Kiya gaya hai

Madhya Pradesh Rashtriya rajmarg ki kul Sadak Ka 12% hai

Pradesh ka sabse Lamba rashtriy rajmarg NH 3 Agra Mumbai hai lambai 719 kilometre hai

Rashtriy rajmarg Madhya Pradesh Rajya se hokar gujarne wali 46 rashtriy rajmarg ki lambai 7806 kilometre hai jismein sarvadhik lambai 719 kilometre Agra Mumbai rashtriy rajmarg ki hai

Varanasi Kanyakumari Rashtriya rajmarg ki lambai 511 kilometre hai ya dusra lamba rashtriy rajmarg hai jo Pradesh Se gujarta Hai rashtriy rajmarg Madhya Pradesh Rajya ko Desh Ke Mumbai Agra Varanasi Kanyakumari Jaipur Lucknow Jhansi Allahabad Ahmedabad renukut Ranchi Udhampur Kota Banda Ajmer Kanpur Aadi mahatvpurn najron ko jodte Hain๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š

Rajyamarg. Kranti rajmarg ki lambai varsh 2016 aur 2017 March January 2017 Tak 11007 kilometre hai

๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š๐Ÿ”š

Sunday, February 2, 2020

๐Ÿ”ดMadhya pradesh me nagriya nikaya prasashan๐Ÿ”ด

๐Ÿ”›madhya pradesh me nagar palika adhiniyam 1956 parit kiya gaya jiske dwara sampoorana pradesh ke nagriya chhetro me prashashan kiya jata hai is vyavastha ko vastvik safalta use Samay prapt Hui 74 va Samvidhan sanshodhan ke dwara sanvaidhanik darja pradan Karen unke adhikaron Ko sunishchit Kiya Gaya Madhya Pradesh is adhiniyam ka anupalan karne wala Desh Ka Pratham Rajya tha๐Ÿ”š



๐Ÿ”›madhya pradesh me 74 ve samvidhaan sansodhan ke kriyanwan madhya pradesh nagar palika nigam adhiniyam 1994 parit kiya gaya iss adhiniyam ke tahat madhya Pradesh me tristariya nagriya nikayon ki vyavastha ki gayi jo nimn hai๐Ÿ”ต

๐Ÿ”›Nagar nigam samanyatah l lakh se adhik jansankhya wale nagro me nagar nigam staphit kiye gaye hai..๐Ÿ”š

๐Ÿ”›jisme sadasya sankhya 40 se 70 hoti hai iske atirikta rajya sarkaar dwara 6 visesagya sadasya manoneet kiye jate hai aur use Chitra ke vidhayak tatha Sansad paden Hote Hain๐Ÿ”š

๐Ÿ”›Nagar nigam adyaksha mahapour avam parsad pratayaksha roop se janta dwara avam speekar apratyaksha roop se parsad dwara nirvachit hota hai๐Ÿ”š

๐Ÿ”›50000 se upar jansankhya wale nagaro me nagar paalika hoti hai jisme sadasya sankhya 15 se 40 hoti hai iske atirikata sarkaar dwara manoneet 4 visesagya sadasya avam us chhetra ke saansad vidhayak paden sadasya hote hai ๐Ÿ”š

๐Ÿ”› nagar panchayat 20000 se upar jansankhya wale Aise Na Karoon Main Jo Gaon Se Nagar aur Parivartan ho rahe hain nagar panchayat gathit ki gai hai sadasya sankhya 15 se 40 tatha Rajya Sarkar dwara manoneet do visheshagya avam chhetra ke vidhayak Hote Hain๐Ÿ”š

๐Ÿ”› Madhya Pradesh Mein nagariya nikay ke mahatvpurn Bindu Madhya Pradesh Mein Pratham Nagar Palika ka gathan 1864 Jabalpur mein hua tha aur aur 74 va Samvidhan sanshodhan ke pravdhan ko Lagu karne wala Desh Ka Pratham Rajya hai Pahle Alag Char Kanoon prachalit the jinhen aur 956 Mein milakar Ek Kiya Gaya tatha bad Mein use 1961 Mein Madhya Pradesh Nagar Palika Nigam adhiniyam parit Karya vyavastha Lagu ki gai๐Ÿ”š

๐Ÿ”› pahle alag 4 Kanoon prachalit the jinhen 1956 Mein milakar Ek Kiya Gaya tatha bad Mein use 1961 Mein Madhya Pradesh Nagar Palika Nigam adhiniyam parit Karya vyavastha Lagu ki gai๐Ÿ”š

๐Ÿ”› Rajendra Dharkar Samiti ka gathan Nagari nikay se sambandhit hai๐Ÿ”š

๐Ÿ”› shahri Gramin sambandh Samiti Ne Sifarish ki thi ki Aise chhetron Mein Nagar Nigam sthapit kiya jaaye Jahan jansankhya 5 lakh ka ek karod varshik ho๐Ÿ”š

๐Ÿ”› jansankhya ek lakh se Adhik varshik 30 lakh se Adhik Ho vahan Nagar Palika gathit ki Jaaye๐Ÿ”š

๐Ÿ”› Nagar Parishad ke sadasya pratyaksh Nirvachan dwara nirvachit hote hain jinki sankhya 40 se 70 hoti hai๐Ÿ”š

๐Ÿ”› Nagar Nigam ka Adhyaksh mahapaur hota hai jo Pratham Nagrik Hota Hai pahle apratyaksh rup se Chuna jata hai๐Ÿ”š

๐Ÿ”› Madhya Pradesh mein up mahapaur ka pad samapt kar speaker ka pad Banaya Gaya Hai mukhya Prashasnik Adhikari e Nigam Ayukt Hota Hai hi jisse Rajya Sarkar niyukt karti hai tatha iska vetan Nagar Nigam ko sahi se Diya jata hai hi iska karyakal 5 varsh Hota Hai hi Nagar Nigam Parishad Mein Lok Sabha Rajya Sabha Vidhan Sabha Vidhan Parishad ki paden sadasya Hote Hain๐Ÿ”š

๐Ÿ”› ismein kul 11 sadasya Adhyaksh sahit Hote Hain iski sahayata ke liye 10 vibhagiya samitiyan bhi Hoti Hai Jiske Adhyaksh Mayor in Council ke sadasya Hote Hain ine Ki kul sadasya sankhya Sath hoti hai Iski sahayata ke liye Ye 10 vibhagiya samitiyan bhi hoti hai Nagar Palika 20,000 se Adhik vah ek lakh se kam jansankhya wale kshetron Mein gathit ki Jaati Hai vartman Mein Nagar Palika ki sankhya 98 ward sadasya sankhya 15 se 40 hoti hai manonit sadasya Hote Hain Adhyaksh pratyaksh rup se 5 varsh ke liye niyukt Hota Hai upadhyaksh apratyaksh Roop se Chuna jata hai mukhya karypalika Adhikari CMO hota hai jo Rajya Seva Ka Adhikar hota hai jis ki Niyukti Rajya Sarkar dwara ki Jaati Hai Yahan Bhi sadasyon ko Janata dwara Wapas Bulane Ka Adhikar hai aur mahapaur aur Adhyaksh ko avishwas dwara hataya Ja sakta hai๐Ÿ”š

๐Ÿ”› Yahan Bhi sadasyon ko Janata dwara Wapas Bulane Ka Adhikar hai aur mahapaur Adhyaksh ko avishwas dwara hataya Ja sakta hai Nagar Palika ki Samiti ko president ine Council bhi Kaha jata hai Samiti Mein Adhyaksh sahit 8 sadasya hote hain aur Saat Anya samitiyan Hoti Hai Jinke Adhyaksh president in Council Samiti ke sadasya hote hain inke sadasya 5 Hote Hain๐Ÿ”š

๐Ÿ”› Nagar Panchayat Sankraman seal chhatron Mein gathit ki Jaati Hai ya 5000 se Adhik 20,000 se kam jansankhya ho vahan ka gathan Kiya jata hai iska Adhyaksh pratyaksh Roop se 5 varsh ke liye Chuna jata hai๐Ÿ”š

Madhya pradesh gk


Thursday, January 30, 2020

Madhya pradesh me jangarna 2011๐Ÿ”ต

๐Ÿ”ด Madhya Pradesh ki Pratham janganana 1881 Mein Hui Mani Jaati Hai



Pradesh ki 15 vi janganana 2011 Mein Hui.

๐Ÿ”ด Vishva Ki Sabse Badi Prashasnik kavayad Mani jaane wali Bhartiya janganana 2011 ke antim aankade 31 March 2011 ko Jari kiye gaye the Jab ki antim aankade 2013 Mein Jari kiye Gaye yah desh ki 15 vi tatha Swatantrata per Jaat ki satven nikalna hai Jiski vidhivat shuruaat Rashtrapati Pratibha Patil dwara 1 April 2010 ko ki Gai thi is vyapak Abhiyan Mein 2700000 karmchari Adhikari Jhuthe the janagana report 2011 ke mutabik Bharat ki jansankhya 121 karod Ho Gai Hai Desh Ke Janpad ke sath Madhya Pradesh jangadna Karyalay dwara 10 June 2013 ko raja ki janganana 2011 ke antim aankade Jari kiye Gaye Jiske anusar Pradesh ki jansankhya ke Mukhya aankade nimnalikhit hai.

๐Ÿ”ด 2011 ki jangadna ke antim ke mutabik Madhya Pradesh ki jansankhya 7 karod 26 lakh 26800 ho gai hai.

Aur Agar ham Baat Karen linganupat ki 2011 ki jangadna ke mutabik Pradesh Mein Prati hazar purushon per mahilaon ki sankhya 931 Madhya Pradesh ka linganupat 1000 Purush aur mahilaon ki sankhya 931 arthat Madhya Pradesh ka linganupat 1931 ki 2001 ki janganana mein yah aankada 919 ka tha Rajya Mein sarvadhik linganupat wala Jila Balaghat Hai Jahan Prati hajar purushon per 1021 mahilayen jabki Pradesh ka pin Jila newnatam linganupat wala Jila hai jismein pratyek purushon per Matra 837 mahilayen Chintan pahlu yah hai ki Pradesh Mein 6 varsh Tak ke bacchon mein link anupat ke Antar Mein Kami I hai.

๐Ÿ”ด ab Ham baat karenge Madhya Pradesh ki Saksharta Madhya Pradesh ki Saksharta Jahan 2001 Mein 63 % pratishat 2011 ki chane Ka Dana Mein yah Badhkar 69 pratishat ho gai hai ismein purushon ki Saksharta 78% AVN mahilaon ki Saksharta 59% ho gai hai is Prakar 2001 ke mukabale 2011 Mein Saksharta ghar mein Panch pratishat ka ijafa hua hai๐Ÿ”ต๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด 2011 ki janganana ke anusar Madhya Pradesh ki shahri jansankhya anupat๐ŸŽ†๐ŸŽ†๐ŸŽ†๐ŸŽ†

. Jhanak Jhanak ke taaja ke anusar Pradesh ki kul jansankhya 70000000 Mein 5 karod log Gramin Kshetra Mein Nivas karte hain jabki 2 karod log shahron Mein Nivas karte hain is Prakar Pichhle 10 Salon Mein Madhya Pradesh ke kareeb 2% log Gaon Se nikalkar Shahar Mein bus Gaye is dauran Pradesh Mein Shero Ki sankhya Mein 82 nagron ka chhapa hua jabki 490 kahan ho kam ho gaye tatha varsh 2011 ki janganana ke antim aankadon ke anusar Madhya Pradesh ki kul jansankhya 7 karod 26 lakh 26800 9 mein se 5 karod 25 lakh 57404 Gramin Hai jabki 2crore 405 log sehari hai.

๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด๐Ÿ”ด

Tuesday, January 28, 2020

๐Ÿ”ดmadhya pradesh me Rastriya udyan Tatha Abhyaranaya๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด Madhya Pradesh ke Rewa Jile ke gram Mukundpur mein Vishva ki Pahli tiger safari ki sthapna ki Gai Sath hi Chidiyaghar aur Sahupchar Kendra sthapit Kiya Gaya๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด Madhya Pradesh Mein sarvadhik 11 rashtriy Udyan tatha 31 abhyaran Hain ismein se ek rashtriy Udyan Omkareshwar tatha 5 ubhyaranya prastavit hai๐Ÿ”ต



Rajya Mein Do rashtriy Udyan jivashm Sanrakshan Hetu sthapit kiye gaye hain aur Pradesh ke rashtriy Udyan avm Abhiyan ke antargat kul Kshetra 10. 9.12 varg kilometre Hai jismein Sevan Kshetra 9.12000 varg kilometre hai๐Ÿ”ต

๐Ÿ”ด Rajya Mein Do rashtriy Udyan jeevas Mein Sanrakshan Hetu sthapit kiye gaye hain aur aur Madhya Pradesh Mein sabse bada abhyaranya nauradehi hai hi yah Sagar Jile Mein aata hai tatha Sabse Chhota abhyaranya ralamandal Indore abhyaran tatha sardarpur sailana Ratlam kharmor pakshi ke Sanrakshan ke liye hai๐Ÿ”ต๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด karera tatha Ghati Gaon Gwalior abhyaranya mein looked price on Chidiya ka Sanrakshan Kiya gaya hai๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด Chambal murena ke Chhatarpur shehdol Sidhi Mein ghadiyal Paye Jaate Hain๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด palpur kuno abhyaran Mein Giri Udyan Gujarat se is Udyan Mein Asia Sheron ko sthanantaran karne ka prastav hai aur Madhya Pradesh ko Tiger state ke naam se bhi Jana Jata Hai Kintu taaja bagh report ke anusar bacchon ki sankhya ke hisab se Madhya Pradesh ka Teesra Sthan hai jabki ki Pratham Sthan per Karnatak hai๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด palpur kuno abhyaran Mein Giri Udyan se is Udyan Mein Shero ko sthanantaran karne ka prastav hai aur aur Vanya prani Sanrakshan ke liye Kanha rashtriy Udyan Mein Prashikshan Suvidha uplabdh Hai tatha Rajya ke rashtriy Udyan Mein sarvadhik sankhya Mein Paye jane wala Jeev Shital hai Kendriya Van AVN Paryavaran mantralay dwara pachmadhi ko Desh Ka Das tatha Madhya Pradesh ka pehla biosphere reserve Kshetra ghoshit Kiya gaya hai tatha Pradesh ke rashtriy Udyan tatha Kanha kisli Pench Panna Bandhavgarh Satpuda tatha Sanjay rashtriy Udyan Mein Project Tiger Yojana Lagu Hai tatha Ek Abhiyan Anya ko bhi Tiger project Mein Shamil Kiya gaya hai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ต

๐Ÿ”ต Pradesh ka Pratham jivashm Udyan Dindori Mein sthit Hai jabki dusra jivashm Udyan Dhaar mein sthapit kiya Gaya Hai tatha Pradesh ka sabse bada rashtriy Udyan ka naam Kis Liye Hai Iske bad sabse Chhota rashtriy Udyan ji was Mein parcel Dindori hai aur Bandhavgarh rashtriy Udyan Safed Sheron Ke Liye prasiddh Hai tatha Panna sthit abhyaranya Jungali Bhainsa ke liye rashtriy Udyan Hetu prastavit hai aur Pradesh ka ekmatra sarp Udyan Bhopal mein hai๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด Paschim Bangal ke baad Madhya Pradesh Mein sarvadhik Sher Paye Jaate Hain Madhya Pradesh mein abhi bhi lagbhag 40 percent Vanya prani rashtriy Udyan AVN abhyaran new se bahar Hain tatha Pradesh mein durlabh prajati battery ka Bara Singh ka Pradesh ke ekmatra rashtriy Udyan karna Kis Liye Mein paya jata hai๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด Pradesh ka Bandhavgarh rashtriy Udyan sarvadhik ghantv Sheron ki Drishti se wala Udyan hai yahan per pratyek 8 kilometre per Ek Sher paya jata Hai Jo Desh Mein sarvadhik Hai Madhya Pradesh ke Panna Mein reptile Park hai jo Pradesh mein ekmatra hai hi aur Madhya Pradesh ka Rewa Jila Pradesh Ka ekmatra Aisa Jila hai jaha par Safed Sher Paye Jaate Hain tatha rashtriy Udyan via Renu ki Drishti se Pradesh ka Desh Mein Pratham Sthan hai aur Madhya Pradesh ke Pench rashtriy Udyan Mein Krishna Makhan ki sankhya sarvadhik hai๐Ÿ”ด๐Ÿ”ต

๐Ÿ”ต Madhya Pradesh ke Kanha kisli rashtriy Udyan Mein Hallow Ghati tatha Banjar Ghati sthit hai aur Madhya Pradesh ke Sanjay rashtriy Udyan ka purana Naam Dubri Hai Madhya Pradesh ke Kanha kisli tatha Bandhavgarh rashtriy Udyan ko Jungle galiyara Yojana ke tahat jodne ka prastav hai aur Madhya Pradesh ka page rashtriy Udyan Indira Gandhi Priyadarshini rashtriy Udyan ke naam se Jana jata hai๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ด Vishva Mein Tiger project ke janmdata Gani manpot Hai jabki Bharat mein uski janmdata Kailash Sankhla liye hain aur Bhopal ka Van Vihar rashtriy Udyan Ek Anokha rashtriy Udyan Hai jisse aadhunik chidiya ghar ke roop Mein Manyata prapt hai aur kitne prajati ke Sanrakshan Hetu project Astitva Gandhi Sagar Abhiyan Shuru Kiya gaya hai๐Ÿ”ด

๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต๐Ÿ”ต