Thursday, February 6, 2020

Madhya pradesh me Utsav Avam Samaroh🔴

Madhya Pradesh samaroh yah Samaroh Delhi mein aayojit kiya jata hai ismein Madhya Pradesh ke sanskritik Virasat ki ki jhalkiyan prastut ki Jaati Hain tatha gayan Nritya AVN Vadan Chitra pradarshani aadi ka aayojan bhi hota hai yah Samaroh Hai Ek Saptah Tak chalta hai🔴



Kalidas samaroh yah Samaroh Ujjain Mein Kalidas ki Smriti Mein Kalidas Academy dwara aayojit Kiya Jata Hai ismein paramparagat Rang Manchan parisamvad Vad Vivad natak Pradarshan AVN Chitra pradarshani Aarti ka aayojan hota hai yah Samaroh Ek Saptah Tak chalta Hai🔴🔴

Khajuraho Nritya samaroh yah Samaroh Khajuraho mein aayojit kiya jata hai ya aur 976 mein prarambh hua hai iska aayojan Prati varsh hota hai ismein Bhartiya Shastriya Nritya ki Sabhi Shaili Mein pratishthit kalakar Shamil Hote Hain yah Madhya Pradesh ka hi nahin balki Bharat ka sabse bada Nritya Samaroh hai 🔴🔴🔴


Tansen samaroh yah Samaroh Gwalior mein Tansen ki Yad mein aayojit kiya jata hai yah Shastriya Sangeet Ka Ek pratishthit Samaroh Hai ismein Desh Ke shirsh Sangeeta gayak AVN vadak Bhag Lete Hain🔴🔴🔴🔴

Ustad Alauddin Khan sangeet samaroh yah Samaroh Maihar mein aayojit kiya jata hai Ya Baba Alauddin Khan ki Yad mein aayojit kiya jata hai ismein Shastriya sangeet ki vividhta purn prastuti hoti hai iska mukhya aakarshan Alauddin Khan dwara sthapit Maihar band hai🔴🔴🔴🔴🔴

Dhrupad samaroh yah Samaroh Bhopal mein aayojit kiya Jata Hai yah sangeet ki Tirupati vidhayak ko badhava dene ke liye Guru Shishya Parampara ke Aadhar per aayojit Kiya jata hai🔴🔴🔴🔴🔴🔴

⬛ Malwa Utsav yah Samaroh Madhya Pradesh shasan ke a Sanskrit Vibhag dwara 1991 Mein prativarsh Indore Ujjain AVN Mandu mein aayojit kiya jata hai ismein Malvi Shaili ke Nritya prastut kiye Jaate Hain tatha hastshilp  Ke Mele aayojit Hote Hain🔵🔵🔵🔵🔵🔵🔵

⬛ Balkrishna Sharma Naveen samaroh yah Samaroh Jabalpur mein aayojit kiya Jata Hai ismein vibhinn Prakar ke sanskritik karykram Hote Hain🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴

⬛ Kala samaroh yah Samaroh Madhya Pradesh Mein lagbhag Do dashak Se prativarsh aayojit Kiya Jata Hai ismein Shastriya Sangeet Shastriya Sangeet Shastriya Nritya chitrkla AVN Kavya paath karykram Hote Hain🔴🔴🔴🔴

⬛ Orchha Utsav yah Samaroh Tikamgarh mein aayojit kiya Jata Hai ismein Bundelkhand ke kalakaron ka amrutya gayan AVN Vadan aayojit Kiya jata hai🔴🔴

⬛ Subhadra Kumari Chauhan yah Samaroh Jabalpur Mein kavitri Subhadra Kumari Chauhan ki Yad mein aayojit kiya Jata Hai ismein Desh Ke Prakhyat sahityakar AVN Kala visheshagya Bhag Lete Hain🔵🔵


⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛
Madhya Pradesh ki sanskritik Samaroh Hai Ek Najar mein⬛

Kalidas Samaroh Ujjain Mein Manaya jata hai aur Khajuraho Nritya samaroh Khajuraho Mein Manaya jata hai tatha Tansen Samaroh Gwalior mein Manaya jata hai Malwa Utsav Indore Ujjain Mandu Mein Manaya jata hai Ustad Alauddin Khan Maihar Mein Manaya jata hai sangeet samaroh Maihar ke sath sath vibhinn shahron mein bhi Manaya jata hai ab Ham baat karenge Orchha Utsav yah Tikamgarh Mein Manaya jata hai aur aur Padmakar Samaroh Sagar Mein Manaya jata hai aur Subhadra Kumari Chauhan samaroh Jabalpur Mein Manaya jata hai Makhanlal Chaturvedi samaroh Khandwa Mein Manaya jata hai nimadi Utsav Khandwa Khargon Mein Manaya jata hai tepa samaroh Ujjain Mein Manaya Jata Hai lokrang Samaroh Bhopal mein Manaya jata hai⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛⬛

No comments:

Post a Comment