Uttar Mein Himalaya Se Lekar Dakshin Mein Samudra Tak faila yah up mahadweep bharatvarsh ke naam se gyat hai jisse mahakavya tatha puranon mein bharatvarsh arthat Bharat ka Desh Kaha jata hai Yahan Ke nivasiyon ko Bharti arthat Bharat ki Santan Kaha Gaya Hai Unani Ne Bharat ko India tatha madhyakalin Muslim Itihaaskaro ne Hindustan Ke Naam Se sambodhit Kiya Hai.🔴
Bharat ka Sarv Prachin Dharm Granth Ved hai Jiska sankalan Karta Maharshi Krishna dwaipayana vedvyas Ko Mana jata hai aur Ved Vasudev Kutumbakam Ka Updesh deta hai Bhartiya Parampara aavedan ko Nitya tatha apaurusheya Manati hai Ved Char Hai Railway yajurved samved AVN Arth Ved ine Char vedon ko Sanhita Kaha jata hai .🔴
Ab Ham baat karenge rigved ki rachnaon ke kram Adhyan ke sangrah ko rigved kaha jata hai ismein Das Mandal aur aur 1028 hai AVN 10462 Richa hai is Ved se a Arya ke rajnitik Pranali AVN Itihaas ke bare mein Jankari milti hai Vishwamitra dwara Rachit rigved ke teesre Mandal Mein Surya Devta Savitri ko samarpit prasiddh gaytri Mantra hai Iske nauve Mandal Mein Devta Som ka ullekh hai aur aur Iske aathvin Mandal ki hastlikhit rachnaon ko Khil Kaha jata hai Choto Swarn Samaj ki Kalpana ka Aadi strot rigved ke dasvin Mandal Mein varnit Purush sukt Hai Jiske anusar Char varn Brahman shtriy Vaishya tatha Shudra Aadi Purush Rama ke kram sammukh bhugaon janghon aur Charanon se utpann hue hain....
Ab Ham baat karenge yajurved ki saswar paath ke liye Mantra tatha Bali ke Samay anupalan Ke Liye niyamon ka sankalan yajurved kahlata hai Iske paath Karta ko adhvaryu Kahate Hain yajurved Mein ladkiyon ke Niyam AVN Vidhan ka sankalan Milta Hai yah Ek Aisa Ved hai jo gadya padya donon mein hai..🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴
🔴 yajurved Mein Yagya ke Niyam AVN Vidhan ka sankalan Milta Hai Aur aur yah Ek Aisa Ved hai jogadya AVN padya donon Ne Milta Hai...🔴🔵
Ab Ham baat karenge samved ki shaam ka Sabdik aarth Hai gaan. Is Ved Mein mukhyata Yagyo ke avsar par Gaye jane wali e mantron ka sankalan hai Iske Paat Karta ko udratu Kahate Hain. Bhartiya Sangeet Ka Janak Kaha jata hai.🔴
Aarthavved- athva Rishi dwara is Ved mein call 731 Mantra tatha lagbhag 6000 pad Hain Iske Kuchh Mantra Rig Vaidik mantron se bhi Prachin hai arthved kanyaon ke Janm ki Ninda karta hai. Aitihasik Drishti se Aarthavved ka mahatva is Baat mein hai ki ismein Saman Mein Khushiyon ke vicharon tatha andhvishwas ka vivaran Milta Hai.. Prithvi sukt Arthavved ka mahatva is Baat mein hai ki ismein Samanya manushya ke vicharon tatha andhvishwas ka vivaran Milta Hai Aur Parikshit ko kuruon ka raja Kaha gaya hai..
Vedon ko Bhali Bhanti samajhne ke liye yah 6 vedango ki Rachna Hui Hai Shiksha Jyotish kal vyakaran nirukt tatha chhand.. Bhartiya aitihasik kathaon ka sabse accha kram baddh vivaran puranon Mein Milta Hai Iske rachiyata lom Harsh aathvan Ke Putra ugrasrava Mane Jaate Hain Ki sankhya 18 Hai jinmen se Keval Panch Matsya Vayu Vishnu brahmanon Bhagwat Mein Hi rajyon ki vanshavali Pai Jaati Hai......🔴
Adhiktar purn Saral Sanskrit shlok Mein likhe gaye hain striyon tatha Sutra jinhen padhne Ki anumati Nahin Thi vah bhi pura Sun Sakte the puran ka paath Pujari Mandir Mein Kiya Karte The...... Stri ki sarvadhik Giri Hui sthiti Mein triyani Sanhita Se prapt Hoti Hai jismein juaa Aur Sharab ki bharti Stri ko Purush ka Teesra mukhya dosh bataya gaya hai..... shatpath Brahman Mein Stri ko Purush ka Ardhangini Kaha gaya hai Smriti Granth Mein sabse Prachin AVN pramanit manusmriti Mani Jaati Hai yah Sankalp ka Manak Granth Hai Narad Smriti Gupt Yug ke Vishay Mein Jankari pradan karta hai....... Jatak mein Buddh ki purv Janm ki kahani Warna the hi nahin ka Pramukh Granth Katha Vastu Hai jismein Mahatma Buddh ka Jivan Charitra Anek kathan Ke Sath varnit Hai Aur Jain Sahitya ko Agam Kaha Jata Hai Jain Dharm ka prarambhik Itihaas kalpasutra Se Kya Hota Hai Jain Granth Bhagwati Sutra Mein Mahaveer ke Jivan kritiyon tatha Anya sabka lekhan ke sath unke sambandh ka vivaran Milta Hai Aur Arthshastra ke lekhak Chanakya hain ya 15 adhikaran AVN 180 prakaran Mein vibhajit Hai isase Maurya kalin Itihaas ki jankari prapt hoti hai.....🔴
Sanskrit aitihasik ghatnaon Ko crumbled likhane Ka sarvpratham Prayas cal had ke dwara Kiya Gaya cal had dwara Rachit Pustak Raj Tarangini Hai Jiska sambandh Kashmir ke Itihaas se hai arabon ki Sindh Vijay ka vrutant chachnama mein surakshit hai ashtadhyayi ke lekhak pani hai is is Mor Ke Pahle Ka Itihaas tatha Maurya Yogi ine rajnitik avastha ki jankari prapt hoti hai aur katyayan ki Gargi Sanhita Ek Jyotish current Fir Bhi ismein Bharat per hone wale yawan Aakraman ka ullekh Milta Hai Aur Patanjali pushyamitra sunga ke Purohit the inke mahabhashya Sangam ke Itihaas Ka Pata Chalta Hai...
Katyayan ki Gargi Samhita Ek Jyotish granth hai is Mein Bharat per hone wale Aakraman ka ullekh Milta Hai.... Madhya Bharat mein Bhagwat Dharm viksit hone ka Praman AVN Rajdoot Holi Deoria aur uske Visnagar Karun Stambh Lekh Se prapt Hota Hai.... sarvapratham Bharat varsh Ka jikra hanthi gumbha Abhi Lekh mein hai...... sarvpratham Bharat per hone wale Aakraman ki jankari stambh Lekh Se prapt Hoti Hai... Sath vahan rajyon ka pura Itihaas unke Abhilekh ke Aadhar per likha jata hai aur aur sarvpratham sikkon per Lekh likhane ka Karya yavan shasak ne kiya........
No comments:
Post a Comment