Friday, February 21, 2020

Madhya pradesh me khel paridrashya🔴

Manav Jivan mein khelon ka mahatva Prachin Kal Se Hi Bana Hua Hai aur vartman mein khelon ka mahatva Keval Manoranjan na hokar Vyavsayik ko Chala Hai aur aur Madhya Pradesh mein Main khelon ke Vikas Hetu 1 October 1975 main Khel Kood AVN yuvak Kalyan Vibhag ki sthapna ki gai aur Madhya Pradesh ka pahla Rajya hai Jisne a schoolon Mein Ek period Khel ke liye anivarya kar diya hai..🔴


Bhopal state main Tatya Tope Stadium Mein Khel Sangrahalaya Banaya Gaya Hai Aur aur  astroturf wala ekmatra stadium S bagh Bhopal hai aur Madhya Pradesh ka Rajya Khel malkhamb hai..🔽🔼
Madhya Pradesh Badminton Association ki sthapna varsh 1946 mein Jabalpur Mein ki Gai thi lekin bad Mein iska Mukhyalay Indore sthanantarit kar diya Gaya aur Madhya Pradesh table tennis association ki sthapna varsh 1957 Mein Jabalpur Mein hui thi Jiska Mukhyalay 1972 aur 973 main Indore mein sthanantarit kiya GGaya🔴⬜
Nai Madhya Pradesh ki purv Ghatak Madhya Bharat mein Madhya Bharat Badminton Association ki sthapna Hui Jiska Mukhyalay Gwalior mein sthit tha⬛⬛
Madhya Pradesh ke Pramukh Khel stadium⬛
Aishbagh Stadium Bhopal mein sthit hai.... Nehru Stadium Indore mein sthit hai.... Roop Singh Stadium Gwalior mein sthit hai....... Tatya Tope Stadium Bhopal mein sthit hai...... Thakur ranmat Singh stadium Rewa mein sthit hai....... Abhay Khel Prasal Indore mein sthit hai.... Holkar Stadium Indore mein Kaise aur Pandit Ravishankar Shukla Stadium Jabalpur mein sthit hai aur rani Taal cricket stadium Jabalpur mein sthit🔴🔴
Madhya Pradesh Mein Khel gatividhiyan ke Vikas AVN prachar Prasar ke uddeshy se 1 October 1975 se khelkud AVN Kalyan Vibhag ki sthapna ki gai khelon ke samuchit Vikas ke liye Madhya Pradesh shasan ne apni Pahli Khel Niti 1989 Mein ghoshit Ki Thi Aur sabse Navin Khel Niti 2005 Mein ghoshit ki hai.🔴
Madhya Pradesh shasan ki 2005 ki Navin Khel Niti Mein Madhya Pradesh Rajya Krida Parishad ko samapt kar diya aur uske Sthan per Madhya Pradesh Rajya Khel Pradhikaran Astitva Mein Laya Gaya Madhya Pradesh Mein khelon ko badhava dene ke uddeshy se Rajya Sarkar Ne 2005 ka apni Khel Niti mein Olympic Mein Swarn padak Vijeta ko ek karod ki protsahan Rashi Diye Jaane Ki Ghoshna Ki Hai Sath hi Rajat padak Vijeta ko 3000000 vakence padak Vijeta ko 20 lakh ki Rashi Di Jayegi..🔴
Rashtriya Krida Parishad Patiyala ke Sahyog se Madhya Pradesh Bhopal main Rajasthan Kshetriya Prashikshan Kendra ka sanchalan Kiya ja raha hai jabki Indore Jabalpur Gwalior Sagar Ujjain Mein UP Prashikshan Kendra sthapit kiye gaye hain..🔴
Madhya Pradesh ka pahla khel club cricket Ka Tha Jo Parsi club ke naam se 1890 Mein Indore mein sthapit kiya gaya tha Madhya Pradesh ke hockey ke Antar Rashtriya Khiladi Rahe aur Baitul ke Sansad Bane Aslam Khan Mein Tu hel with hockey pustak likhi..🔴
Madhya Pradesh ki Khel sansthaon Mein Madhya Pradesh table tennis Association Madhya Pradesh Badminton Association ka vartman Mukhyalay Indore mein hai..🔴🔴
Madhya Pradesh hockey Association ka Mukhyalay Pradesh ke Jabalpur Nagar Mein sthit Hai vartman Madhya Pradesh Cricket Association ka purv Naam Holkar Cricket Association tha Jo San 1941 Mein CK Naidu ki adhyakshata mein Maharaja Yashwantrao Holkar ne kathait kiya tha.🔴🔴
Madhya Pradesh ke hockey Khiladi Latif Anwar bad Mein Pakistan hockey team ke kaptan Bani jabki Aslam Sher Khan Baitul ke Sansad Bane Sanjay Jagdale Rashtriya cricket chayan Samiti ke sadasya Bane..🔴
Madhya Pradesh ke Indore ke Cricket khiladi captain Mushtaq Ali Pratham Bhartiya Cricket khiladi Hain jinhone videshi Dharti per shatak banane ka Gaurav Hasil Kiya aur Madhya Pradesh ke pahle awasiy khelkud Vidyalay ki sthapna Pradesh ke Sehore Nagar Mein ki Gai jabki sharirik Prashikshan Mahavidyalaya Gwalior mein hai..🔴
Madhya Pradesh ke pahle awasiy khelkud Vidyalay ki sthapna Pradesh ke Sehore Nagar Mein ki Gai jabki sharirik Prashikshan Mahavidyalaya Gwalior mein hai aur Madhya Pradesh Mein Pahli cricket Pratiyogita 1913 Mein Karnal Delhi ke naam se teli Shield tournament Aarambh hua tha jaati Ranji Trophy Pratiyogita Madhya Pradesh Mein 1934 se prarambh hui thi🔴
Kabir Ansari Madhya Pradesh hockey Ke prasidh Khiladi Rahe ISI Tarah BM Kapadiya badminton Jal Godrej table tennis tatha Ashok Jagdale Cricket ke Madhya Pradesh Mein prasiddh Khiladi the aur Madhya Pradesh Mein vishvamitra Khel Puraskar ki sthapna 1994 Mein ki Gai yah Puraskar Aise Khel prashikshak Ko pradan Kiya Jata Hai jismein vigat varshon Mein newnatam Do Khiladiyon ko Rashtriya Antar Rashtriya Khel Pratiyogita Mein padak Hasil kaarvayi Ho.🔴
1997 mein sthapit Madhya Pradesh ka Eklavya Puraskar 19 varsh se kam aayu varg Ke Khiladi ko utkrusht Pradarshan ke liye Diya jata hai aur aur Rajya ke Mul nivasi ko Diye jaane wale Vikram Puraskar ki sthapna 1990 Mein ki Gai thi Madhya Pradesh shasan ka sabse bada Khel Puraskar Vikram Hai Jiske Vijeta Khiladi ko 1 lakh Nagad blazer type Pratik chinh Praman Patra Bhi Diye Jaate Hain aur Mahila hockey Mein Pradesh ke Khiladiyon ko Uchch stariy takniki Prashikshan dene ke liye Gwalior mein July 2006 Mein Mahila hockey Academy ki sthapna ki gai hai..🔴
Madhya Pradesh ki rajdhani Bhopal se lagbhag 20 kilometre Dur satgarhi Mein Sarv Suvidha yukt khelgaon ko sthapit Kiya jaega yah Pravesh ka pahla khel Kaun Hoga iske liye Satta DK 172 ekad Jameen ki swikriti Di gai hai aur Pradesh ki rajdhani ko Khel Rajdhani ke roop Mein viksit karne ke uddeshy se 50 karod ki lagat se khelgaon Nirmit Kiya Jaega Jiska shilanyas mukhymantri Shivraj Singh Chauhan Ne 5 April 2017 Ko Kiya aur Madhya Pradesh shasan dwara sthapit Vishwamitra Puraskar Khel prashikshak on to Diya Jata Hai Jiski Rashi Vikram Puraskar ke barabar hi ek lakh hai jabki Eklavya Puraskar ki Rashi 50,000 hai.🔴
 Madhya Pradesh ki Rajdhani ko Khel Rajdhani ke roop Mein viksit karne ke uddeshy se 50 karod ki lagat se Khel Gaon Mein Nirmit Kiya Jaega Jiska shilanyas mukhymantri Shivraj Singh Chauhan Ne 5 April 2017 Ko Kiya aur Madhya Pradesh shasan dwara sthapit vishvamitra Puraskar Khel Prashikshak Ko Diya jata hai..🔴
Madhya Pradesh sarkar Ne Haal hi Mein Desh Main khelon ko badhava dene ke uddeshy se Malik Ham to Rajya khel ka darja Diya Hai Malik Ham Bharat ka prachintam desi Khel hai jo dusri aur Sanskriti aur Paryatan se bhi Juda Hua Hai Aur Madhya Pradesh ke Indore Shahar ko Pradesh ki Vyavsayik Rajdhani ke sath Pradesh ki Khel Rajdhani hone ka bhi Gaurav prapt hai.🔴
Mission Olympic 2020 Yojana Mantri Parishad Ne Pradesh Mein Olympic game 2020 mein Main Pradesh ke Khiladiyon dwara Desh Ka pratinidhitva karne ke liye chaynit Khiladiyon ko Vishesh Prashikshan ke uddeshy se mission Olympics 2020 Namak Navin Yojana ko Manjuri Di is Yojana ki Ghoshna mukhymantri Shri Shivraj Singh Chauhan Ne 16 January 2013 ko Yuva Panchayat Mein ki thi mission Olympic ke liye martial art water sport AVN shooting ka Chayan Kiya Gaya Hai Yojana Mein newnatam Nav varsh ki Umra se  pratibhavan Khiladiyon ko Prashikshan ke uddeshy se mission Olympics 2020 Namak Navin Yojana ko Manjuri Thi is Yojana ki Ghoshna mukhymantri Shivraj Singh Chauhan Ne ki mission Olympic ke liye martial art water sport AVN shooting ka Chayan Kiya gaya hai Khiladiyon ko videshi Prashikshan ke liye bheja jaega.🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴

No comments:

Post a Comment