Vitt Mantri Nirmala sitharaman 1 February 2020 ko Loksabha mein Vitt varsh 2020 aur 2021 ke liye Aam budget pesh Kiya unhone budget ko praudyogiki aur Yuva varg ke Vikas per kendrit bataya is budget ke teen Pramukh Bhag hai hi pahla akanshi Bharat yani Shiksha Swasthya aur Rojgar per Vishesh Dhyan dusra Sabke Liye Arthik Vikas AVN Teesra sanrakshit Samaj🔵🔴
Kendriya budget 2020_21
5 lakh tak ki varshik aay per Koi kar Nahin lagega aur aur 5 lakh se 7.5 500000 tak ki hai per 10 pratishat aur 7.5 se 10 lakh tak ki varshik aay per 15 pratishat ki Dar Lagu Hogi aur 10 lakh se a 12.5 lakh tak ki varshik aay per 20 pratishat Ki dar Se Kar lagega nai vyavastha ke tahat ismein Koi oi deduction Shamil Nahin hoga jo deduction Lena Chahte Hain vah purani dharaon se tax de sakte hain aur Karobar ki Seema 25 karod se badhakar 100 karod ki gai hai.🔴🔴
Shiksha aur Kaushal Vikas
2020 aur 2021 mein Shiksha Kshetra ke liye 99 300 karod rupaye aur Kaushal Vikas ke liye 3000 karod rupaye are Aabantit kiye Gaye hai. Sahari aur sthaniya nikay Yuva engineering ke liye 1 varsh Tak ka internship uplabdh karae jaenge aur aur Shiksha Kshetra Mein Sudhar ke liye vanijyik red aur pratyaksh Videshi Nivesh ki anumati di Jayegi Desh Mein 100 Sansthan dwara degree Sanka online karykram chalaya jaega 2030 Tak Bharat ke pass Vishva ki karyasheel aayu varg Ki Sabse Badi Abadi Hogi aur Bharat Uchch Shiksha ke liye pasandida gantavya Hona chahie aur iske liye study ine India karykram ke tahat Asia aur afriki deshon mein set aayojit karne ka prastav hai iska upyog an videshi ummedwaron ki benchmarking ke liye Kiya Jaega jinhen Bharat ke Uchch Shiksha Kendra Mein adhyayan ke liye Chhatra vratiya milti hai......🔴
Bharat Uchch Shiksha ke liye pasandida gantavya Hona chahie police vigyan nyayik vigyan aur aur cyber nyayik Vigyan ke Kshetra Mein rashtriy police Vishwavidyalay aur rashtriy nyayik Vigyan Vishwavidyalay ka bhi prastav hai hi aur aur Yog chikitsa Khoon Ki Kami ko pura karne ke liye PPP Madhyam se a Mauj Uda Jila aspataal on ke sath medical college ko Joda jaega...🔴
Swasthya AVN poshan Swasthya Kshetra ke liye budget Mein 69 thousand karod rupaye ka pravdhan Kiya gaya hai hi Jism in Pradhanmantri Jan aarogya Yojana ke liye 6400 karod rupaye Rakhe gaye hain aur mission indradhanush ke tahat 5 Nitiyon sahit 12 bimariyon ko niyantrit karne ke liye kam Kiya ja raha hai🔴
Mission fit India Abhiyan Jivan Shaili Se utpann Hone Wali Gair Sanchari bimariyon ka Mukabala karne ka ek mahatvpurn hissa hai aur Pradhanmantri Jan Arogya Yojana ke antargat 20,000 se Adhik aspataal on ka panel badhaya Gaya hai tatha Chhote Shahar Mein garibon ke liye aur Adhik aspataal on ki jarurat hai PPP model ke tahat aspataal Unki sthapna ka bhi prastav hai🔴
TV harega Desh jitega Abhiyan ke tahat 2025 Tak Desh se TV ko samapt karne ke liye Sarkar gambhirta se Prayas karegi aur Sasti daron per davaiyan uplabdh karane ke liye Desh ke sabhi jilon Mein Jan aushadhi Kendra ke vistar ka prastav hhai🔴
Jan aushadhi Kendra Yojana ke tahat 2024 Tak Sabhi jilon Mein 1,000 Kendra sthapit Karke 2009 stian tatha 300 surgical Saman ki uplabdhta ka prastav hai🔴
Is Varsh poshan sambandhi karyakram on ke liye 35600 karod rupaye prastavit hai aur aur Mahila vishisht karykram Ke Liye 28600 karod rupaye ka pravdhan Rakha gaya hai🔴
Buniyadi dhanche Mein Sudhar____ Sarkar Ke Vikas karykram mein purvottar Kshetra ki prathmikta per Charcha karte hue Vitt Mantri ne kaha ki Abhinav aur Vishva stariy adhikariyon se ine Kshetra Mein nitiyon ke Prabhav Mein Sudhar Kiya jaega🔴
NAV gathit Kendra shasit Pradesh Jammu aur Kashmir tatha Ladakh ke samgra Vikas Mein Sarkar Har Sambhav sahayata pradan Karegi aur is budget Mein Jammu Kashmir ke liye 30757 karod rupaye ki Rashi aavantit ki gai hai aur Kendra shasit Pradesh Ladakh ke Vikas ke liye 5958 karod rupaye ki vyavastha ki gai hai🔴
Krishi aur Kisan Kalyan_ Sarkar 2022 tak kisanon ki Aay doguni karne ke liye Pratibandh hai hi aur aur Krishi sinchai Yojana fasal Bima Yojana Gramin Sadak Yojana Jaise karykram Se kisanon Ki Aamdani badhane Mein madad milegi.🔴
Pradhanmantri fasal Bima Yojana ke Tahat 6,11,lakh kisanon ke Jivan Mein khushhali I hai.. Krishi sinchai Yojana ke jariye dalhani faslon ke utpadan Mein vriddhi Hui Hai Aur Vitt Mantri Ne Krishi Kshetra ke liye Jo Anya Ghoshna Ki Hai Un Mein Pradhanmantri Kisan Yojana ke sabhi Patra La bhartiyon ko Kisan credit card Yojana ke tahat diare mein Lana bhi Shamil Hai🔴
Jaldi kharab hone wale Khadya padarthon ke seeghrata se Parivahan ke liye vishesh Kisan Real aur Kisan Udan Yojana Shuru karne ka Elaan Kiya gaya hai.....🔴
Pradhanmantri Kisan Urja Suraksha evam utthaan MHA Abhiyan chalaya Gaya. Yojana ke antargat bijali grid se nahin Jude aur pumpkin ko badhava Dene Ki Yojana ke tahat 2000000 kisanon ko Shamil Kiya jaega aur 2025 Tak Dudh ka utpadan badhane ke liye Sarkar Ne Mukt prasanskaran kshamta Mein badhotari ka karykram banaya hai aur Machhali Palan Mein yuvaon ko Rojgar uplabdh karane ke liye Vitt Mantri Ne budget Mein Ghoshna ki hai..🔴
Mahila AVN Bal Vikas navjaat bacchon ke liye nai Niti e Lai Jayegi 35 hajar karod poshan Niti ke liye tatha anusuchit jaatiyon Aur janjatiyon Ke Liye 33 hajar karod Aabantit kiye gaye hain. 10 karod parivaron ko nutrition ki jankari Di Jayegi aur 6 lakh se Adhik anganbadi karykartaon ko smartphone Diya jaega......
No comments:
Post a Comment