Friday, February 28, 2020

Current affairs prashnottar sangrah🔴



1 March 2019 ko IRCTC Ne Kis Naam Se Apna digital payment gateway launch Kiya _irctc Ipay.


1 March 2019 ko Jari inclusive internet index 2019 Mein Bharat kis Sthan per hai to Bharat  47 sthan par hai..
2 March 2019 ko antarrashtriy Cricket mein 500 ke Lagane wale pahle Khiladi Kaun Bane.  Chris Gayle West Indies
3 March 2019 ko Odisha ka pahla lokayukt Kise niyukt Kiya Gaya Ajit Singh kko
3 March 2019 Ko Kisi tournament Mein sabse Jyada chhakke Lagane wale ballebaj Kaun bane West Indies ke Chris Gayle 39 chhakke England ke kkhilaf...
3 March 2019 ko kis Vishay ke sath pure Vishva Mein Vishva vanyajiv Divas Manaya GGaya_ life below watar for people and planet..
5 March 2019 ko Pradhanmantri Narendra Modi Ne Kaha Mein Pradhanmantri shramyogi mandhan Yojana ka shubharambh Kiya_ vastral gujrat....
5 March 2019 ko Bharat ke kis Rajya Mein bold quit Ek Seema Suraksha Sangathan Lagu Kiya gaya hhai ___ asam
6 March 2019 ko swachh survekshan Puraskar 2019 ke tahat sabse swachh Shahar ka Puraskar kis Shahar Ko pradan Kiya Gaya__indore
6 March 2019 ko  forb dwara Jari Duniya Ke sabse Amir vyaktiyon ki Suchi Mein Mukesh Ambani kis Sthan par hai_____13 ve
6 March 2019 ko kis company dwara bolo app Shuru Kiya Gaya______google
6 March 2019 ko Kaun Sa Desh antrashtriy apraadhi nyayalay Ka sadasya banaa____ Malaysia..
7 March 2019 ko kaun sa Divas Manaya jata hai____jan Ausdhi
7 March 2019 ko sanyukt Rashtra Vikas karykram ki nai goodwill ambassador Kise niyukt Kiya Gaya ___________________________________Bhartiya ameriki padam Lakshmi

8 march 2019 ko kis Abhiyan theme ke sath antrashtriy Mahila Divas Manaya Gaya ______________________balance for better

9 March 2019 ko Ginnies world record Kisko sabse Bujurg jeevit vyakti ke Kitab se nawaza __________________________________________Japani Mahila Karni tanaka-ko
10 March 2019 ko Finland ke Helsinki Mein sampann 38  mukkebaji tournament Mein Bharat ki or se Kisne Swarn padak Jeeta _____________________kavinder Singh Bisht 56 kilogram Har varg mein
13 March 2019 ko kis Rajya Sarkar Ne mukhymantri Anchal Amrit Yojana ki shuruaat ki____________ Uttrakhand
14 March 2019 ko Britain Ne kis Vishva prasiddh vaigyanik ke Samman mein Black hole Sikka Jari Kiya _______________Stephen Hawking
15 March 2019 ko Jari varshik report Ke anusar Duniya Mein hathiyaron ka dusra sabse bada Aaya Tak Desh Kaun Hai _____________________________Bharat
15 March 2019 ko Vishva Saini smart utpad Vishay ke sath kaun sa Divas Manaya Gaya_______________ Antar Rashtriya upbhokta Adhikar Diwas
20 March 2019 Ko Yun Hi mein sampann Vishesh Olympic Vishva khelon Mein Bharat Ne kul kitne padak jite _______________________85  swarn  sahit kul 368 padak
20 March 2019 ko Jari report ke anusar Vishwa Ke sabse mahange Shahar ki Suchi Mein Pratham Sthan Kiska hai ______________________Singapore
20 March 2019 ko Kazakhstan ki rajdhani Astana ka naam Badal kar kya kar diya Gaya ___________________________Noor Sultan

No comments:

Post a Comment