Tuesday, February 18, 2020

Viswa Vyapaar Aur Bharat 🔴

 Bharat ki ranking Vishwa Vidyapeeth Sangathan ke anusar niryat mein 2004 ki 30v rank se Sudhakar Varsh 2015 main 19 v Rank aur unhen varshon mein aayat mein 23 vi rank se sudhar kar 13 vi rank ho gai hai..... Bharat ke kul Mal Vyapar se GDP anupat mein bhi varsh 2004 aur 2005 ke 29 percent se 2015 aur 2016 Mein 36 percent per a gaya hai......🔴


Varsh 2016 aur 2017 Mein Desh Ke niryat 274 billion-dollar ke Rahe Jo varsh 2015 aur 2016 ki ISI Awadhi ki tulna mein 4% ki vriddhi Dar sakte hain varsh 2016 aur 2017 Mein desh ki ayat 380 billion dollar ke Rahe Jo varsh 2015 aur 2016 ki tulna mein 17% ki rinatmak vridhi Darsahte hai...🔴
Vishva Vyapar Sangathan ke arkan ke anusar Vastu AVN Seva ke kul vaishvik niryat main Bharat ka Ansh vigat teen varshon mein Do percent banaa Hua Hai jo Iske purv 2011 aur 2012 main main do percent raha hai Vishva Vyapar Sangathan ki trade profile 2016 ki report mein varsh 2015 mein Vishva ki ki kul niryat main main Bharat ki hissedari 3% tatha Aaya To Main do percent rahi hai .... 🔴
Videshi Vyapar ki Disha Se aashay niryat Ke gantavya vyavastha tatha aayat ke strot se hai Bharat ki videshi Vyapar ki Disha Mein lagatar Parivartan parilakshit ho raha hai..🔴🔴
Bharat ke Vyapar ki Disha Mein Chin ko hone wale niryat tatha Chin se hone wale aayatan mein mahatvpurn antaral hai Bharat Ke aayatan Mein Jeene Ki hissedari 16% Hai jabki Bharat Ke niryat  Mein Chin ki hissedari Matra teen percent hai..🔴🔴
America Bhartiya vastuon ka car sabse bada kharidar Desh Hai aur aur Bharat ke kul niryat mein 16  percent se Adhik ki Hisse Dhari hai.🔴
Ab Ham baat karenge bhugtan santulan ki bhugtan santulan ka taatparya hai Kisi Desh Ka Anya Desh Ke nivasi ke sath 1 varsh ki avadhi mein samast lenden Hota Hai aur aur bhugtan santulan khate Ke Do Bhag Hote Hain chalu Khata  va poonji Khata...🔴🔴
Chalu khate ke antargat Vyapar ke sath madoko bhi Shamil Kiya jata hai.. punji khate Mein punji len den ki pravishti ki Jaati Hai.🔴
Bharat ke seers 7 Aayaat Strot. 🔴
Chin 39.7 5 rupees hissedari 16.45. America 14.20 rupees hissedari 5.8 next Saudi Arab 12.5 9 aur hissedari 5.21 next U A E 13.4 7 aur hissedari 5.57 next Switzerland 10 point 68 rupees aur hissedari 4.42 next Indonesia 7.97 rupees aur history 3.30 next Koriya 7.8 billion aur hissedari 3.26🔴
Bharat ke  7 niryat Desh.. America 28.12 2 billion aur hissedari 16.08 next U A E 20.50 billion aur hissedari 11.7 3 next Hong Kong 8.97 billion dollar aur hissedari e 5.21 1 next England 5.65 billion dollar aur hissedari e 3.23 next Singapore 5.31 million dollar aur hissedari 3.04 next Germany 4.58 billion dollar aur hissedari e 2.62.......🔴
Bharat ke 7 seersh Aayaat Vastuyen.
Prakrutik Moti e 32.8 1 billion dollar aur hissedari 13.5 8 next machinery 24. 39 billion dollar aur hissedari 10.10 next yantrik upkaran 20 point 67 billion dollar aur hissedari 8.56 next carbonic Rasayan 9.9 2 billion dollar aur hissedari 4.1..... 🔴

No comments:

Post a Comment