Madhya pradesh me siksha ke Aayaam
Madhya Pradesh Arthik sarve report 2016 aur 2017 ke anusar varsh 2015 aur 2016 ki sthiti anusar Pradesh mein lagbhag 83801 shasakiy Prathmik tatha 30341 shasakiy Madhyamik salaayen Hain aur report ke anusar varsh 2016 aur 2017 ki sthiti mein 7797 Highschool AVN 8824 Higher Secondary School sanchalit hai🔴🔴

Varsh 2015 August 2016 main kaksha 1 se 5 Tak ke Chhatra tatha chhatron ki sala Tyagi Dar kramsa 6 pratishat Rahi tatha kaksha 6 se 8 yah Dar 8 pratishat AVN 11 pratishat Rahi aur varsh 2016 Mein Pradesh Mein 457 shaskiya Mahavidyalaya sanchalit tatha varsh 2015 aur 2016 Mein 20 Navin Mahavidyalay prarambh Mein kiye Gaye aur varsh 2016 2017 Mein Pradesh Mein kul 641 takniki Shikshan Sansthan sanchalit hai Jin Mein Pravesh kshamta ki sankhya 13 65 17 hai aur vyakti ke Vikas mein Shiksha ka mahatva purn Sthan hai aur ISI ke sath sath Madhya Pradesh Mein Shiksha ko badhava dene ke liye Anek Prayas Kiye Ja Rahe Hain nishulk Shiksha Ka Adhikar adhiniyam 2009 Pradesh Mein 1 April 2010 se Prabhav seel hai varsh 2011 ki janganana ke anusar Pradesh ki Saksharta Dar 69 percent rahi hai.🔴
Madhya Pradesh mein sarvadhik Saksharta Jabalpur Jile Ki Hai aur Pradesh ke Ali Rajpur Jile ki Saksharta sabse kam 36 percent hai aur ISI ke sath sath Madhya Pradesh ka Indore Jila Purush Saksharta Mein Pratham Sthan per jabki sabse kam Purush alirajpur Jile mein aur aur Mahila Saksharta Mein Pratham Bhopl 74% jabki ki sabse kam Mahila Saksharta wala Jila alirajpur tees percent hai.🔴
Madhya Pradesh Mein Uchch Shiksha Kshetra mein Madhya Pradesh Vishwavidyalaya adhiniyam 1973 parit Kiya Gaya aur aur Asia ka Pratham Physical College Lakshmibai Physical College Gwalior mein sthapit hai Madhya Pradesh ka ekmatra dant Chikitsalaya Mahavidyalay Indore mein hai aur ISI ke sath sath ekmatra shasakiy nursing Mahavidyalay Indore mein Madhya Pradesh ka ekmatra Unani chikitsa Mahavidyalaya Burhanpur mein hai aur aur Madhya Pradesh ka ek Matra cancer chikitsa Mahavidyalay Indore mein.🔴
Madhya Pradesh rashtriy Vidhi Sansthan Bhopal mein Main Aur forensic police Mahavidyalay Sagar Mein Madhya Pradesh ka ekmatra udyaniki Mahavidyalaya Mandsaur mein aur Sagar Vishwavidyalay ke antargat sarvadhik Mahavidyalay Aate Hain tatha Madhya Pradesh ka patrakarita Makhanlal Chaturvedi Rashtriya patrakarita ke naam se Bhopal mein sthapit hai Madhya Pradesh ki Jabalpur Mahu AVN Rewa Mein Pashu chikitsa Mahavidyalay sthapit hai aur vartman mein Pradesh Mein Medical college hai tatha Sabse navintam medical college Sagar ka hai aur sabse purana Medical College Gajra Raje chikitsa Mahavidyalaya Gwalior 1946 hai
Madhya Pradesh ka Samaj Karya Mahavidyalaya Indore mein aur Pradesh Mein saaf saaf ki Ayurvedic Mahavidyalay Bhopal Indore Gwalior Jabalpur Rewa Ujjain Burhanpur mein tatha Madhya Pradesh ka Krishi abhiyantriki Mahavidyalaya Jabalpur mein aur Madhya Pradesh Uchch Shiksha anudan Aayog college ka gathan 27 July 1973 Ko Kiya Gaya iska Mukhyalay Bhopal mein main Madhya Pradesh pathya Pustak Nigam ki sthapna San 1968 Mein Hui aur Madhya Pradesh Mein Niji Kshetra Mein pahla patrakarita Mahavidyalaya Indore mein sthapit kiya Gaya tatha Madhya Pradesh ka pahla awasiy khel Mahavidyalay Sehore hai aur ISI ke sath sath Pradesh ke Rewa Mein Sainik School sthapit hai Desh Ka Pratham adhyayan Kendra 5 September 1987 ko Bhopal mein sthapit kiya Gaya aur Pradesh ka sabse purana shasakiy engineering Mahavidyalay Jabalpur ka hai tatha Jawaharlal Police Academy Sagar mein hai aur Rajiv Gandhi proudyogiki Vishwavidyalaya Bhopal mein hai🔴🔴
🔴🔴
No comments:
Post a Comment