Madhya Pradesh ka Rajya Naam Madhya Pradesh hai aur Anya Naam Soya State Madhya Pradesh Madhya Bharat Laghu Bharat nadiyon ka mayka Central provinces aur Berar Madhya Pradesh ki rajdhani Ki Baat karen to Madhya Pradesh ki rajdhani Bhopal hai Rajya Diwas 1 November ko Manaya jata hai aur sthapna Diwas 1 November 1956 Hai aur Madhya Pradesh ka vartman Swaroop 1 November 2000 aur aur mukhya Bhasha Hindi hai tatha Anya Bhasha Ki Baat karen to Urdu vah Anya Kshetra bhashaen Hain Madhya Pradesh ka Rajkiya chinh 24 is tube Aakruti ke andar Ek Vrat hai jismein gehun aur Dhan ki Baliyan Darshit hai🔵🔴
Madhya Pradesh ka rajkiy Pushp Safed Lily hai aur rajkiy Pashu barasingha aur rajkiy vruksh Ki Baat karen to bargad jisse Ham vat vriksh bhi Kahate Hain rajkiy natak mach rajkiy Nritya Rai I aur Raj ki fasal Soybean rajkiy gaan Sukh ka data Sab Ka Sathi Shubh ka yah Sandesh hai Man Ki God Pita ka aashray Mera madhyapradesh Hai aur Madhya Pradesh ka kshetrafal 3.08.252 varg kilometre hai🔴
Madhya Pradesh ka vistar Purab Se Paschim 870 kilometre Uttar se Dakshin 605 kilometre aur aur Rajya ki Seema Se Lage rajyon ki sankhya 5 hai Uttar Mein Uttar Pradesh Uttar purv Mein Chhattisgarh Dakshin Mein Maharashtra Aur Paschim mein Rajasthan vah Gujarat sthit hai.ll
Madhya Pradesh mein vidhansabha seaten 231 tatha Loksabha seaten 29 ab Ham baat karenge Madhya Pradesh Mein Rajyasabha ki seaten ki to Rajyasabha ki 11 seat hai..ll🔴
Madhya Pradesh Mein anusuchit jaati ke liye aarakshit vidhansabha Kshetra 35 hai aur anusuchit janjati ke liye aarakshit vidhansabha Kshetra 47 hai aur aur anusuchit janjati ke liye aarakshit Loksabha Kshetra 6 Hain tatha Madhya Pradesh Mein kul ST SC ke liye aarakshit vidhansabha seaten 82 hai aur Madhya Pradesh Mein kul ST SC ke liye aarakshit Loksabha seaten 10 hai hi ab Ham baat karenge Madhya Pradesh Mein sambhag ki to 10 sambhag hai Jile 52 hai Tahsil 368 vikaskhand 313 hai adivasi Vikas Khand 89 hai aur Nagar Shahar janganana 2011 ke anusar 476 Nagar Nigam 16 hai hi Nagar Palika 98 Nagar Parishad 264 grampanchayat 22824 Janpad Panchayat 313 Jila Panchayat 51 kul gram 54903 aur Abad gram janganana 2011 ke anusar 52 117 aur Vidyut e gram 34240..ll
Ab Ham baat karenge police range IG ki to police range 11 hai dig range B15 police Jile SP 51 police thane swikrit 1061 aur Pradesh ka Uchch nyayalay Jabalpur aur Khand Peeth Gwalior vah Indore vartman mukhymantri Shri Kamal Nath aur Rajyapal Anandi Ben Patel tatha mukhya Sachiv Basant Pratap Singh aur vidhansabha Adhyaksh doctor Sita Sharan Sharma ab Ham baat karenge vidhansabha upadhyaksh ki to vidhansabha upadhyaksh Rajendra Kumar Singh hai aur Neta pratipaksh Ajay Singh mukhya nyayadhish justice Hemant Gupta han..ll
No comments:
Post a Comment