🔛madhya pradesh me nagar palika adhiniyam 1956 parit kiya gaya jiske dwara sampoorana pradesh ke nagriya chhetro me prashashan kiya jata hai is vyavastha ko vastvik safalta use Samay prapt Hui 74 va Samvidhan sanshodhan ke dwara sanvaidhanik darja pradan Karen unke adhikaron Ko sunishchit Kiya Gaya Madhya Pradesh is adhiniyam ka anupalan karne wala Desh Ka Pratham Rajya tha🔚
🔛madhya pradesh me 74 ve samvidhaan sansodhan ke kriyanwan madhya pradesh nagar palika nigam adhiniyam 1994 parit kiya gaya iss adhiniyam ke tahat madhya Pradesh me tristariya nagriya nikayon ki vyavastha ki gayi jo nimn hai🔵
🔛Nagar nigam samanyatah l lakh se adhik jansankhya wale nagro me nagar nigam staphit kiye gaye hai..🔚
🔛jisme sadasya sankhya 40 se 70 hoti hai iske atirikta rajya sarkaar dwara 6 visesagya sadasya manoneet kiye jate hai aur use Chitra ke vidhayak tatha Sansad paden Hote Hain🔚
🔛Nagar nigam adyaksha mahapour avam parsad pratayaksha roop se janta dwara avam speekar apratyaksha roop se parsad dwara nirvachit hota hai🔚
🔛50000 se upar jansankhya wale nagaro me nagar paalika hoti hai jisme sadasya sankhya 15 se 40 hoti hai iske atirikata sarkaar dwara manoneet 4 visesagya sadasya avam us chhetra ke saansad vidhayak paden sadasya hote hai 🔚
🔛 nagar panchayat 20000 se upar jansankhya wale Aise Na Karoon Main Jo Gaon Se Nagar aur Parivartan ho rahe hain nagar panchayat gathit ki gai hai sadasya sankhya 15 se 40 tatha Rajya Sarkar dwara manoneet do visheshagya avam chhetra ke vidhayak Hote Hain🔚
🔛 Madhya Pradesh Mein nagariya nikay ke mahatvpurn Bindu Madhya Pradesh Mein Pratham Nagar Palika ka gathan 1864 Jabalpur mein hua tha aur aur 74 va Samvidhan sanshodhan ke pravdhan ko Lagu karne wala Desh Ka Pratham Rajya hai Pahle Alag Char Kanoon prachalit the jinhen aur 956 Mein milakar Ek Kiya Gaya tatha bad Mein use 1961 Mein Madhya Pradesh Nagar Palika Nigam adhiniyam parit Karya vyavastha Lagu ki gai🔚
🔛 pahle alag 4 Kanoon prachalit the jinhen 1956 Mein milakar Ek Kiya Gaya tatha bad Mein use 1961 Mein Madhya Pradesh Nagar Palika Nigam adhiniyam parit Karya vyavastha Lagu ki gai🔚
🔛 Rajendra Dharkar Samiti ka gathan Nagari nikay se sambandhit hai🔚
🔛 shahri Gramin sambandh Samiti Ne Sifarish ki thi ki Aise chhetron Mein Nagar Nigam sthapit kiya jaaye Jahan jansankhya 5 lakh ka ek karod varshik ho🔚
🔛 jansankhya ek lakh se Adhik varshik 30 lakh se Adhik Ho vahan Nagar Palika gathit ki Jaaye🔚
🔛 Nagar Parishad ke sadasya pratyaksh Nirvachan dwara nirvachit hote hain jinki sankhya 40 se 70 hoti hai🔚
🔛 Nagar Nigam ka Adhyaksh mahapaur hota hai jo Pratham Nagrik Hota Hai pahle apratyaksh rup se Chuna jata hai🔚
🔛 Madhya Pradesh mein up mahapaur ka pad samapt kar speaker ka pad Banaya Gaya Hai mukhya Prashasnik Adhikari e Nigam Ayukt Hota Hai hi jisse Rajya Sarkar niyukt karti hai tatha iska vetan Nagar Nigam ko sahi se Diya jata hai hi iska karyakal 5 varsh Hota Hai hi Nagar Nigam Parishad Mein Lok Sabha Rajya Sabha Vidhan Sabha Vidhan Parishad ki paden sadasya Hote Hain🔚
🔛 ismein kul 11 sadasya Adhyaksh sahit Hote Hain iski sahayata ke liye 10 vibhagiya samitiyan bhi Hoti Hai Jiske Adhyaksh Mayor in Council ke sadasya Hote Hain ine Ki kul sadasya sankhya Sath hoti hai Iski sahayata ke liye Ye 10 vibhagiya samitiyan bhi hoti hai Nagar Palika 20,000 se Adhik vah ek lakh se kam jansankhya wale kshetron Mein gathit ki Jaati Hai vartman Mein Nagar Palika ki sankhya 98 ward sadasya sankhya 15 se 40 hoti hai manonit sadasya Hote Hain Adhyaksh pratyaksh rup se 5 varsh ke liye niyukt Hota Hai upadhyaksh apratyaksh Roop se Chuna jata hai mukhya karypalika Adhikari CMO hota hai jo Rajya Seva Ka Adhikar hota hai jis ki Niyukti Rajya Sarkar dwara ki Jaati Hai Yahan Bhi sadasyon ko Janata dwara Wapas Bulane Ka Adhikar hai aur mahapaur aur Adhyaksh ko avishwas dwara hataya Ja sakta hai🔚
🔛 Yahan Bhi sadasyon ko Janata dwara Wapas Bulane Ka Adhikar hai aur mahapaur Adhyaksh ko avishwas dwara hataya Ja sakta hai Nagar Palika ki Samiti ko president ine Council bhi Kaha jata hai Samiti Mein Adhyaksh sahit 8 sadasya hote hain aur Saat Anya samitiyan Hoti Hai Jinke Adhyaksh president in Council Samiti ke sadasya hote hain inke sadasya 5 Hote Hain🔚
🔛 Nagar Panchayat Sankraman seal chhatron Mein gathit ki Jaati Hai ya 5000 se Adhik 20,000 se kam jansankhya ho vahan ka gathan Kiya jata hai iska Adhyaksh pratyaksh Roop se 5 varsh ke liye Chuna jata hai🔚
Madhya pradesh gk
No comments:
Post a Comment