Madhya Pradesh sarkar dwara Diye jaane wale Puraskar ke praptKarta Ki naveentam Suchi
Aruna shanbag Puraskar ghoshit 19 mai I 2015 ko Mahila Panchayat ke avsar per mukhymantri Shivraj Singh Chauhan Ne Mahila hinsa ke khilaf Kam Karne Walon Ko Arora Sambhav ke naam per ek lakh rupaye ka Puraskar prativarsh Diye Jaane Ki Ghoshna ki thi Maloom Ho Ho ki Aruna shanbag ka nidhan 18 Mai 2015 ko Mumbai ke King Edward Memorial Hospital mein ho gaya vah 42 Sal se coma Mein thi ESI Hospital mein nurse Rahi Aruna ke sath 27 November 1983 ko ek wardboy dwara dushkarm karne ka Prayas Kiya gaya tha ..
Kalidas Samman ghoshit Rajya shasan dwara rangkarm ke liye varsh 2015 aur 2016 ke liye Sreeraj bisaria varsh 2016 aur 2017 ke liye rangkarmi ke liye Shri Bansi cal Ko pradan Kiya Gaya..
Rashtriya Tansen Samman Madhya Pradesh shasan dwara pradan kiye jane wala rashtriy Tansen Samman varsh 2015 aur 2016 ke liye Pandit Lakshman Pandit varsh 2016 aur 17 ka Pandit Dal Chandra Sharma ko pradan kiya Gaya
Bhopal ki Indira Dangi Ko Mila kalamkar Puraskar 20 December 2014 ko Bhopal ki Indira Dangi ko Nai Delhi mein main Akhil Bhartiya kalamkar Kahani Pratiyogita ka Pratham Puraskar Diya Gaya varishth lekhika Chitra model ki adhyakshata Mein Hui Samaroh Hamen Pratiyogita ka dwitiya Puraskar Lucknow ki Rajniti Gupt aur Jammu Kashmir ki lekhika Yogita Yadav Ko Diya Gaya
Madhya Pradesh ko Krishi Karman award Madhya Pradesh ko gehun utpadan Mein utkrusht Karya ke liye varsh 2014 aur 2015 ka Krishi Karman award Diya Gaya aur aur yah lagatar chautha varsh Se Jab Pradesh ko Krishi Karman award prapt Hua Hai isase Pahle Pradesh ko varsh 2011-2012 aur 2012-2013 varsh Mein Krishi Karman award Diya Ja chuka hai Krishi Karman award ke tahat vartman mein 5 karod rupaye ki Rashi pradan ki Jaati Hai
Pradesh Ke pratishthit Logon Ko padam Shri Samman Bharat ke pratishthit padam alankaran 2015 ke prapt Karta Ke Naam Ki Ghoshna Gantantra Diwas ki purv Sandhya per ki gai inmein Ek Naam Madhya Pradesh Madhya Pradesh ke a gokulotsav Maharaj ka tha unhen Kala Kshetra mein padamshree Diya Gaya Sath hi Shri Gyan Chaturvedi ke unke Sahitya AVN Shiksha ke yogdan ke liye Shrimati Janak palta ko Samaj Karya ke liye padam alankaran Se sammanit Kiya Gaya
Nirala Smriti Samman pahla Nirala Sahitya Sansthan dwara is varsh ka Nirala Smriti Samman Bhopal ke Hindi ke prasiddh kavi Rajesh Joshi Ko pradan Kiya Gaya unhen yah Puraskar 4 February 2014 ko Allahabad sthit Nirala Smriti Sansthan ke Ek karykram ke dauran Diya Gaya Samman Swaroop Joshi ko 21 hajar rupaye pradan kiye Gaye
Bhavbhuti tatha vageeswari alankaran 2013 Madhya Pradesh Hindi sahitya Sammelan ka pratishthit bhavbhuti alankaran 2013 Ujjain ki Prakhyat sahityakar Samaj vaigyanik AVN Shiksha with doctor Prabhat battacharya Ko Diya Gaya iske sath hi is karykram Mein prasiddh vageeswari Puraskar ki bhi koshish ki Gai Jo is Prakar Hain Kavita Vidha mein doctor Pragya Rawat aur Pradeep jivani Sohar geet vidhani Doctor Vinod Nigam Mausam ke geet tatha Kahani Vidha Mein Padma Sharma Shivpuri e Jal Samadhi vah Anya kahaniyan
Varsh 2013 ke alpsankhyak Seva Puraskar Shahid Ashfaq Ullah Khan Feroz Khan Balaghat aur Shahid Abdul Hamid Khan Puraskar azizuddin Shaikh aur Maulana Abul Kalam Azad Sheikh riyazuddin Patel Indore.
Nanaji Deshmukh Rashtriya Samman Rajya shasan dwara sthapit pahla Nanaji Deshmukh rashtriy Samman 2013 Charitable Trust Pune ko diya Gaya yah pahli bar hi Diya Gaya Iske tahat 2 lakh ki Nagad Rashi pradan ki gai..
Mukhymantri Nari Samman Puraskar Madhya Pradesh sarkar dwara mahilaon ke virodh Atyachar Aur hinsa Ke mamle ko rokane Walon Ko mukhymantri Nari Samman Puraskar Diya Jaega Uske tahat Rajya star per ek lakh rupaye aur Jila star per 50000 rupaye ki Rashi pradan ki Jayegi..
Rashtriy Iqbal Samman varsh 2008 aur 2009 ka rashtriy Iqbal Samman Shri Gopichand Narang Ko Diya Gaya ismein Samman Nidhi ke roop Mein Do lakh rupaye Diye Jaate Hain ab Ham baat karenge Krishi Karman Puraskar 2011 aur 2012 ki Krishi Vikas ke Kshetra Mein sarvshreshth Pradarshan ke liye madhyapradesh ko Krishi Karman Puraskar 2011-2012 Diya Gaya Puraskar ke tahat Rashtrapati Pranab Mukherjee 20000000 ki Rashi pradan ki..🔴
No comments:
Post a Comment