Tuesday, February 4, 2020

🔴Madhya pradesh me parivahan avam sanchaar🔴

Madhya Pradesh sarkar dwara mahilaon Ke Kalyan Ki Disha Mein nishulk driving licence banane ki Yojana 28 December 2015 Se prarambh Ki gai hai



Chalak parichalak ke Kalyan Hetu Chalak parichalak Kalyan board 2015 ka gathan Kiya gaya hai

Gramin Janata ke Parivar ki Suvidha ko Dhyan Mein rakhte Hue mukhymantri Gramin Parivahan Seva ka shubharambh Kiya gaya hai

Indore Bhopal Ujjain chhindwada AVN Jabalpur Mein nonstop Seva prarambh ki gai hai

Bus stand ok onion ke liye Madhya Pradesh Intercity Transport authority ka gathan Kiya gaya hai

Ranchi ke Parivahan kshetra ka varsh 2014 AVN 15 AVN 2015 aur 2016 Mein Sakal gharelu utpad Mein prachalit Bhav per gram sabha teen pratishat Ansh ki bhagidari rahi hai

Rajya ke Parivahan Kshetra me poorna Roop se Dhyan Rakha gaya hai

Madhya Pradesh mein Pradhanmantri gram Sadak Yojana antargat December 2016 Tak 63000 kilometre Lambe Marg ka Nirman Kiya Ja chuka hai

Pradesh mein varsh 2016 aur 2017 Mein MHA January 2017 Tak Lok Nirman Vibhag dwara sandharit kul sadkon ki lambai 63000 kilometre rahi hai

Madhya Pradesh Mein Parivahan ke Pramukh 3 saadhan hai

Sadak marg

Rail marg

Vayu marg

Pradesh Mein vyavsay carbono ki sankhya samgra bahanon ka Panch percent hai

Pradesh Mein badhate walon ki sankhya ko Dekhte Hue Parivahan Niti 2010 ka kriyanvayan Kiya gaya hai

Madhya Pradesh Rashtriya rajmarg ki kul Sadak Ka 12% hai

Pradesh ka sabse Lamba rashtriy rajmarg NH 3 Agra Mumbai hai lambai 719 kilometre hai

Rashtriy rajmarg Madhya Pradesh Rajya se hokar gujarne wali 46 rashtriy rajmarg ki lambai 7806 kilometre hai jismein sarvadhik lambai 719 kilometre Agra Mumbai rashtriy rajmarg ki hai

Varanasi Kanyakumari Rashtriya rajmarg ki lambai 511 kilometre hai ya dusra lamba rashtriy rajmarg hai jo Pradesh Se gujarta Hai rashtriy rajmarg Madhya Pradesh Rajya ko Desh Ke Mumbai Agra Varanasi Kanyakumari Jaipur Lucknow Jhansi Allahabad Ahmedabad renukut Ranchi Udhampur Kota Banda Ajmer Kanpur Aadi mahatvpurn najron ko jodte Hain🔚🔚🔚🔚🔚🔚🔚🔚🔚

Rajyamarg. Kranti rajmarg ki lambai varsh 2016 aur 2017 March January 2017 Tak 11007 kilometre hai

🔚🔚🔚🔚🔚🔚🔚🔚🔚🔚🔚

No comments:

Post a Comment