Wednesday, January 29, 2020

🔴madhya pradesh ki jalwayu🔴

🔴 Kisi bhi chhetra Mein Lambe Samay Tak Paye jaane wali tap Varsha Vayu aadrata Adi ki Matra avastha tatha Gati ka ausat Roop Mein Paya Jana vahan ki Jalvayu kahlati hai madhyapradesh Mein mansuni Jalvayu hai Jalvayu ke Aadhar par Madhya Pradesh ko Char bhagon Mein Banta Gaya Hai Uttar ka maidan tatha Malwa ka Pathar aur Vindhya ka Pahadi Pradesh aur Narmada ki Ghati Uttar ke maidan Mein Bundelkhand Madhya Bharat Rewa Panna ka Pathar Shamil Hai Samudra Se Dur hone ke Karan Yahan per Garmi Mein Adhik Garmi uthane mein thand padati hai aur Malwa ka Pathar Yahan ki Jalvayu some Pai Jaati Hai arthat Yahan per na to grishm Ritu Mein Adhik Garmi aur na sheet Ritu Mein Adhik Sardi padati hai aur Vindhya ka Pahadi Pradesh ismein Adhik Garmi Nahin padati aur thand mein bhi Sadharan thand padati Hai tatha Vindhyachal Parvat ka Kshetra Sam Jalvayu Kshetra Hai pachmadhi Amarkantak Aadi antargat Aate Hain🔵



🔴 Vindhya ka Pahadi Pradesh ismein Adhik Garmi Nahin padati aur thand mein bhi Sadharan thand padati hai aur Vindhyachal Parvat ka Kshetra Sam Jalvayu Kshetra hai pachmadhi Amarkantak Aadesh ke antargat Aate Hain aur ab Ham baat karenge Narmada ki Ghati ki to Yahan ki mansuni Jalvayu Hai Garmi Mein Adhik Garmi tatha thand Mein Sadharan thand padati hai Iske Niket se kark Rekha Gujarti hai aur Surya ki sthiti mein Parivartan hone se tap aur Dab Mein Parivartan hone se Jalvayu Mein Parivartan Aata Hai aur aur Surya ka Uttarayan Hona 21 March aur 23 September ko Sur bhumadhya Rekha per lambavat Chamakta hai aur ISI sthiti Mein Din Raat barabar Hote Hain🔴

🔴 21 June ko Surya kark Rekha per Lamba Chamakta Hai is Samay Uttari golardh per tap badh Jata Hai tatha adhikansh Varsha dakshini pashchimi mansun Se Hoti Hai Aur Riwa Panna ke Pathar Mein Dakshin Purvi mansun se bhi Varsha hoti hai🔵🔴

🔴 Rewa Panna ke Pathar Mein Dakshin Purvi mansun se bhi Varsha hoti hai🔴

🔵 Madhya Pradesh Mein Madhya June se September Tak Varsha hoti hai aur sabse Adhik Varsha Pachmarhi Mein 199 centimetre hoti hai tatha sabse kam Varsha Bhind Mein 55 centimeter hoti hai

🔵 Madhya Pradesh Mein ausat Varsha 112 sentimeter Hoti Hai tatha 75 se kam Varsha Kshetra Paschimi Kshetra aur 75 centimetres Adhik Varsha Kshetra Purvi Kshetra kahlata Hai tatha purv Kshetra Mein Varsha Ka ausat 140 sentimeter ke lagbhag jabki Pradesh ke Paschimi Kshetra Mein Varsha ka avsar par 70 sentimeter hai aur sabse mukhya Baat 23 September se Suraj dakshinayan hota hai arthat Surya Dakshin ki aur badhane lagta hai aur tap bhi badh jata hai aur 22 December ko Surya Makar Rekha par hota hai ise dakshini golardh per tab bahut Bade aata hai aur Uttari golardh Pratap ka badh jata hai jisse Garmi aur sardi ki Matra badh Jati Hai🔴

🔵 sarvadhik tapman Ganj Basoda Mein 48 mapa gaya hai

🔵 Madhya Pradesh mein Main Ritu sambandhit aankade ektrit karne wali vedhshala Indore mein hai🔴

🔴 sabse kam tapman Shivpuri ka mapa gaya hai🔵

🔴sheet ritu me adhiktam sookha Rehta hai🔵

Madhya pradesh ki jalwayu ko usnkatibhandhiya swaroop pradaan karne ke liye madhya se gujarne wali kark rekha uttardaayi hai jabki dakshin paschim maansoon se prapt hone wali varsha ise maansooni jalwayu ka swaroop pradaan karti hai🔴

No comments:

Post a Comment