Monday, January 27, 2020

🔵madhya pradesh me nadiya🔴

🔴 Madhya Pradesh Ko nadiyon Ka mayka Kaha jata hai🔵



Madhya Pradesh Mein lagbhag 207 Chhoti Badi nadiyan Hain🔴

🔴 Madhya Pradesh ki Ganga Betwa Nadi ko kaha jata hai aur Malwa ki Ganga Chipra ko kaha jata hai🔴

🔴 Madhya Pradesh ki Narmada nadi Bharat ki paanchvi badi Nadi hai🔴

🔴 Narmada nadi Bharat ke Uttari tatha dakshini bhago ke bich vibhajan Rekha ka kam karti hai🔴

🔴 varsh 2009 Mein Sindhu Nadi par Bana Pul Pradesh ka sabse Lamba Nadi Pul Hai Jiski lambai 2500 meetar Hai jabki se pahle Pradesh ka sabse Lamba Pul tava Nadi Pul tha Jiski lambai 322 meeter hai🔵🔴

🔴 Vardha tatha Ban Ganga Ka Sangam sthal pranhita ke naam se Jana jata hai🔴

🔴 Madhya Pradesh ki Char Badi nadiyon Mein Narmada Chambal tatha Tapti ka naam Aata Hai🔴

🔴 Kisi bhi Rajya ki Jivan Rekha vahan ki nadiyan hi kahlati hai🔴

🔵 Vishva Mein sarvadhik Nadiya Bharat mein pravahit hoti hain aur Bharat mein sarvadhik nadiyan madhyapradesh mein pravahit hoti hain tatha Madhya Pradesh Mein pravahit Hone Wali nadiyan praydipiy nadiyan Hain aur Madhya Pradesh ke Amarkantak se 3 kilometre Ke Andar Se do nadiyan Narmada vah Sone Ka udgam Hota Hai🔴🔵

🔵 Madhya Pradesh ki Son Nadi ko Swarna Nadi bhi Kaha jata hai🔴

🔴 Chambal nadi ka Prachin Naam charmavati hai🔴

🔴 Chambal nadi apni Kinare per bade bade Khand Nirmit karti hai jo dakuon ke liye Ashray Sthali ka Karya Karte Hain🔴🔵

🔵 Madhya Pradesh ki Narmada tatha Tapti Nadi Delta Nahin banati Hai🔴

🔴 Paschim ki or Bahane wali nadiyon Mein Narmada batati mukhya tatha Madhya Pradesh ka Sabse Uncha jalprpat chachai jalprpat Hai Aur Valmiki Ramayan ke Bal Kand Mein Sone Nadi ko subah gadi Kaha Gaya Hai tatha Mahabharat mein kaha Gaya ki Raja rantidev dwara atithiyon ke Satkar Ke liye Balidan ki gayon ke Janm se jo Khoon Baha usse hi champavati ka udgam hua🔴

🔵🔵🔵🔵🔵🔵🔵🔵🔵🔵🔵

Meghdoot Mein Kalidas Ne Char mavati Ka ullekh Kiya Hai

Mahakavi Keshav Das ke liye Betwa ka aakarshan ka Pradhan Kendra tha rasikpriya Mein unhone iski Mahima ka gungan Kiya Hai tatha Mahabharat mein kaha gaya hai ki Tapti Surya Bhagwan ki Putri Aur Ke Naam Ka Ek Prachin Naam Tera navati Bhi Tha🔴

🔵 Ben Ganga ka ullekh bhi Mahabharat tatha Anek Puran Mein Milta Hai🔵

🔵 madhyapradesh Mein pravahit Hone Wali nadiyan Narmada Chambal son tatha Tapti ka naam Aata Hai🔴

🔴 padam Puran mein bhi Swayam Bhagwan Shiv ne vetravati ki pavitrata pratipadit ki hai🔴🔵

Madhya Pradesh ka Dhuabdhar jalprpat jabalpur me stithit hai🔴

🔴 Madhya Pradesh ka yah Dukh Dhara jalprapat Anuppur mein sthit hai🔵

🔴 Madhya Pradesh ka chachai jalprpat Vihar Rewa mein sthit hai🔴

Pandav jalprpat Panna ke nikat sthit Hai tatha Faasle jalprpat Pachmarhi mein sthit hai🔴

No comments:

Post a Comment