🔴 dharatal ki upri Parat Jo ped paudhon ke ummedwar badhane ke liye avashyak tatvon ko pradan Karti Hai Mitti kahlati hai🔴
🔴 Mitti Chattan tatha jeevansh ke mishran se banti hai tatha Madhya Pradesh ke Mandala Balaghat shehdol umriya Mein Lal tatha Pili Mitti ki adhikta Pai Jaati Hai aur aur Madhya Pradesh Mein Kali Mitti dakkan trip athva basal Jaisi agney chattanon ke Ritu aapchhay dwara Nirmit Hui Hai🔴
🔴 Kali Mitti Mein Jal dharan kshamta sarvadhik hoti hai tatha Madhya Pradesh Ke sarvadhik bhubhag Par Kali Mitti Pai Jati Hai aur Kali Mitti ke tahat sarvadhik Kshetra Sadharan Kali Mitti ka hai tatha Kali Mitti ka Kala Rang Lohe ki adhikta Ke Karan Hota Hai🔴🔵🔴
🔴Ismein mukhya Roop se Loha avam Hota Hai. Iska Nirman Jwalamukhi se nikale Lava ke Jamane Se Hota Hai. Yah chhariya Prakriti ki hoti hai. Iska pH man 7.5 se 8.5 hota hai.yeh kapas ke liye sarwadhik prayukta hai🔴
🔵 Kali Mitti sarvadhik chhetra Mein Pai Jaati Hai🔴
🔴 Kali Mitti teen Prakar ki hoti hai gehri Kali Mitti,sadharan kali mitti,chichli kali mitti,
Ab hum baat karenge Lal peeli mitti ki,
🔴feric oxide ke jal apghatan se peela rang hota hai avam lal rang lohe ke oxikaran se banta hai, isme choone ki matra adhhik hoti hai ,lekin jev padartho ki matra kam hoti hai,🔴prakriti 5.5 se 8.5 ph maan hota hai , yeh amliyq se chhariya hoti hai,jo ki chawal ke liye upyukta hai, yeh madhya pradesh ke sampoorna poorvi bhaag baghelkhand mr paayi jati hai
🔵🔴🔵🔴🔵🔴🔵🔴🔵
Yeh mitti madhya pradesh ki sampoorna mrada ka 37%bhaag hai aur gondwana shail shamooh se nirmit hai..🔵
🔵jalodh mitti🔵
Yeh sarwadhik upjau mitti hai iska nirmaan nadiyo dwara bahakar layi gayi kacharo se hota hai. 🔴
Chhetra 🔴 yeh madhya bharat ka chhetra hai jisme bhind,muraina,syopur gwaliour, wa shivpuri aate hai,🔴🔵🔴🔴🔴🔴🔴🔴🔴
Prakrati udaseen hoti hai
Ganne ke liye upyukta gehu wa kapaas bhi accha hota hai
🔴
Yeh mitti par lagbhag 30 lakh ekar tak phaili hai🔴
Kachari mitti aur anya tatv bhi isme aate hai,,,,,,,,,,,,,🔴🔴
No comments:
Post a Comment