Wednesday, January 29, 2020

🔴Madhya pradesh me Aaudyogik paridrashya

🔴Madhya pradesh me Aaudyogic paridrashya🔴



Pradesh ki arthvyavastha Krishi Pradhan Ji Se Vikas ki Uchch star per Le jaane ke liye audyogikaran nitant avashyak hai Arthik sarve report ke anusar Pradesh Mein dwitiya Kshetra ki Vikas Dar Mein varsh 2015 16 varsh 2016 aur 17 Mein 6 pratishat ki vriddhi anumanit hai Raja ke Sakal gharelu utpad Mein dwitiya kshetra ka prachalit Bhagwan ke Aadhar varsh 2011-12 Mein yogdan 27 pratishat ki tulna mein varsh 2015-16 Mein 21 pratishat tatha varsh 2016-17 anuman ke anusar 19 pratishat aka gaya hai hai🔴🔴🔴🔴🔴🔴

🔴 Rajya ke Sakal gharelu utpad Mein dwitiya kshetra ka prachalit bhav ke anusar yogdan 27 pratishat raha hai tatha Pradesh Mein audyogik Vikas ki Drishti se Sarv Pratham Bade Vikram ki sthapna Hui aur Madhya Pradesh ki Pratham audyogik Niti 1972 Mein ghoshit ki gai🔴

Pradesh mein audyogik Vikas ki Drishti se sarvpratham Pade upkram on ki sthapna Hui aur Madhya Pradesh ki Pratham audyogik Niti 1972 Mein ghoshit ki Gai Laghu Udyog Kshetra Mein Madhya Pradesh mein chauthe kram per hai aur Kendra Sarkar dwara Madhya Pradesh ke Satna nimrani Khargon Jagga Kheri Mandsaur Lambert Katni Naugaon Bina Sagar ko ekikrit adhosanrachna Vikas Kendra Yojana antargat swikrit kiye gaye hain🔴🔴

🔴 Madhya Pradesh ka Pithampur audyogik Kendra Bharat ka date right Kaha jata hai tatha Madhya Pradesh ke Pitampur Mein Pradesh ka pahla niryat samvardhan Park sthapit Kiya ja raha hai🔵🔵

🔴 Pradesh ka ekmatra Ghadi Karkhana Baitul mein hai hai tatha Madhya Pradesh ka ekmatra chhata Udyog Mahu mein Main Aur Pradesh ka ekmatra diesel engine Karkhana Indore mein.

🔴 Desh Ka Pratham Optical Fibre Karkhana Mandideep Raisen Mein Japan ke Sahyog Se sthapit Kiya gaya hai.

🔵 Madhya Pradesh ka Pratham ratn parishkrit Kendra Jabalpur mein hai.

🔴 keel va tar banane ka Karkhana Vidisha mein hai.

🎆 Vijayanagar sthiti National Fertilizers karkhano ka Nirman Italy tatha America ke Sahyog Se Hua Hai.

🎆 Madhya Pradesh sarkar Ne Udyog ko badhava dene ke liye varsh 2007 aur 2008 ke dauran vibhinn sthanon per investor meet ka aayojan Kiya Gaya jismein Khajuraho Indore Jabalpur Gwalior Sagar Shamil Hai.

🔴 Madhya Pradesh Mein audyogik ki Karan ki prakriya ko tivra Gati pradan karne Hetu Ek Khidki Pranali Yojana prarambh ki Gayi Hai.

🔴 Jabalpur investors meet Mein 61 M per 56829 karod rupaye ke Karar kiye Gaye🎆

🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆

Jabalpur investors meet mein aur Pithampur mein 1113 hectare Bhumi per bahut bad Vishesh Arthik Kshetra viksit ho raha hai.

🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆

Photo Udyog ko badhava dene ke liye Indore ke pass Bharat Sarkar ki Yojana ke antargat auto clusters ki sthapna 73 karod rupaye Se prarambh Ki Gai wish Yojana se auto cluster Complex Udyog Hetu Vishesh adhosanrachna ka Vikas Kiya Ja Raha Hai Is par Yojana ke antargat Bharat Sarkar ka answer Dan Rashi 49 karod rupaye Hai Bharat Sarkar dwara 33 karod rupaye ki Rashi kriyanvayan Sanstha ko vimukta ki ja chuki hai🔴

Madhya Pradesh sarkar dwara audyogik Nivesh ko badhava dene tatha Pradesh ke Tej Gati se audyogik Vikas ke liye Prati 2 varsh mein kiya jane wala vaishvik niveshak Sammelan 2016 ka aayojan 21 aur 23 October 2016 ko Madhya Pradesh ki Vyavsayik Rajdhani Indore ke brilliant Convent Centre mein safalta purvak kiya gaya.

Pradesh sarkar ka yah paanchva vaishvik niveshak Sammelan tha pichla Sammelan bhi October 2014 mein Indore mein aayojit hua tha 21 se 23 October 2016 Tak aayojit paanchva vaishvik niveshak Sammelan atyadhik Safal Raha ismein Udyog patiyon AVN niveshak on dwara Pradesh Mein 26 Nivesh ke Irade vyakt kiye Gaye🔵🔴

Paanchvi vaishvik Sammelan mein 5000 se Adhik vibhinn Udyog ki Pratinidhi Ne Bhag liya genuine se 300 Pratinidhi pure Vishva se jinhone 42 deshon ka pratinidhitva Kiya Aur inme vibhinn deshon Ke mantralay ke varishth Adhikari tatha 5 sahyogi deshon sanyukt Arab amirat Dakshin Korea Japan UK tatha Singapore Ke Rajdoot Shamil the aur vaishvik niveshak Sammelan business-to-business baithak ki Gai Jo Kafi Sarthak Rahi teen divasiya Vyapar pradarshani Lagai Gai jismein 60 se Adhik gharelu tatha antrashtriy pratibhagi Ne Bhag liya vaishvik Sammelan case Kendra Ne vibhinn companiyon ko Apne utpadan takniki yantriki upkaran Ko pradarshit karne ka ek vaishvik Manch pradan Kiya.

🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆🎆

No comments:

Post a Comment