🔺 Madhya Pradesh Mein 73 va Samvidhan sanshodhan ko kriyanvit karne ke liye 30 December 1993 ko Madhya Pradesh Panchayati Raj adhiniyam 1993 Rakha Gaya jisse 25 January 1994 Ko parit Kiya Gaya aur 20 August 1994 ko Lagu Kiya Gaya is adhiniyam ke anusar Panchayati Raj vyavastha ke 3 str hai🔷
🔵 Gram Panchayat 1000 se Adhik Abadi wale Gaon Mein Ek Gram Panchayat ghatit ki Jayegi vartman main Madhya Pradesh Mein panchayaton ki sankhya 22824 hai iska Mukhiya Sarpanch wa sadasya 5 pratyaksh rup se Janata dwara jabki upsarpanch pratyaksh Roop se Panchayat dwara nirvachit Hote Hain🔴🔴
🔵 Gram Panchayat Apne Gaon Ki Safai vyavastha Prakash vyavastha aganbadi ka sanchalan Gramin Vikas karykram ki nigrani adi ka Karya karti hai🔴
🔴 Janpad Panchayat 5000 se Adhik Abadi wale vikaskhand Mein Ek Janpad Panchayat ka gathan Kiya Jata Hai jismein se 25 sadasya hote hain sadasyon ka chunav pratyaksh Roop se Janata dwara jabki Adhyaksh upadhyaksh ka chunav apratyaksh Roop se sadasyon dwara Kiya jata hai Iske atirikt Desh Ke paden sadasya ke roop Mein Sarpanch aur vidhayak Hote Hain🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺🔺
🔴 Jila Panchayat 50,000 ya Adhik Abadi wale Kshetra Mein Ek Jila Panchayat ka gathan Kiya Jata Hai Jiska sadasyon ki sankhya 10 se 35 hoti hai sadasya Janata dwara pratyaksh Roop se Adhyaksh upadhyaksh ka Nirvachan sadasyon dwara apratyaksh Roop Se Kiya jata hai Iske paden sadasya ke roop Mein Janpad Panchayat ke Adhyaksh vidhayak vah Sansad Hote Hain🔵🔴
🔵 Madhya Pradesh Mein Panchayati Raj mahatvpurn Bindu🔺🔺🔺🔺.
🔴🔷 Gram Panchayat 1000 se upar jansankhya wale Gaon Mein Ek Gram Panchayat ka gathan Kiya javega sadasyon ki sankhya 10 se 20 aur vartman Mein 22824 Gram Panchayat hai aur Mukhiya Sarpanch Hota Hai tatha Panchayat Sachiv Panchayat dwara niyukt shaskiya karmchari Hota Hai tatha Sarpanch up Sarpanch ko avishwas prastav dwara hataya Ja sakta hai 26 January 2001 se Gram Swaraj Yojana Lagu ki gai hai Sarpanch aur upsarpanch aur gram ke sadasya matdata hote hain tatha right to resell Ka Adhikar Janata Ko Diya gaya hai🔴🔵
🔴 iska Pratham prayog shehdol Jile ki Anuppur Tahsil ki Avika Patel ko Adhikar dwara Janata dwara hataya gaya tha Madhya Pradesh Mahila Rajya sthaniya nikay right to resell ka pravdhan Kiya Gaya🔴🔷🔷🔷🔷🔷🔷
🔵 Janpad Panchayat🔷🔷🔷🔷🔷🔷 yah madhya star hai Jis Ka gathan Vikas Khand per Hota Hai
5000 se upar Abadi wale Kshetra Mein gathan Hota Hai Iski sadasya sankhya se 25 Hoti Hai Pradesh mein vartman mein 313 Janpad Panchayat hain aur Adhyaksh upadhyaksh apratyaksh Roop se chune Jaate Hain aur Kshetra vidhayak vah paden sadasya Hote Hain🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷
🔵 sahkari bankon ka Adhyaksh Sahyog sadasya Hota Hai aur Janpad Panchayat ka Mukhiya prashaskiya Adhikar ceo hota hai jo Rajya Lok Seva Aayog dwara Chayan Hota Hai
🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷
50000 jansankhya se upar Abadi wale kshetron mein gathan kiya Jata Hai Iski sadasya sankhya 10 se 35 Hoti Hai jinhen pratyaksh rup se Chuna Jata Hai Sansad vidhayak 3 sadasya Hote Hain Janpad Adhyaksh ka sadasya hota hai aur collector paden sadasya hota hai tatha right to resell Ka Adhikar Janata ka hai🔺🔺🔺🔺🔺🔺
Madhya Pradesh mein vartman mein 52 Jila Panchayat Hain🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷🔷